find all Islamic posts in English Roman urdu and Hindi related to Quran,Namz,Hadith,Ramadan,Haz,Zakat,Tauhid,Iman,Shirk,daily hadith,Islamic fatwa on various topics,Ramzan ke masail,namaz ka sahi tareeqa

Mai Ek Musafir ke Jaisa Hoo Jo Aaram kiya Aur Fir Chal Bsa.

*🍂🌿🍂🌿    ﷽    🌿🍂🌿🍂*

🔅 🔆 *Aaj ki pyari hadees !* 🔆 🔅

   *☀ 🌙*

*Abdullah raziyallahu anhu ne kaha ke : Rasulullah (ﷺ) ek chataai par so gai,niind se bedaar (niind se uthna) howe to aap ke pehlo (Khande) par chataai ka nishaan padgaya tha,sahaba ne kaha : Allah ke Rasool ! Ham aap ke liye bichuna banade to behtar hoga,aap ne farmaya : muhje dunya se kya matlab hai,meri aur dunya ki misaal aisi hai jaise ek sawaar ho jo ek darkht ke niche saya hasil karne ke liye baithe,phir waha se kooc (ek jaga se dosri jaga jana) karjaye aur darkht osi jaga chod de -*

English

*'Abdullah narrated :*
*"The Messenger of Allah (s.a.w) was sleeping upon a mat, then he stood, and the mat had left marks on his side. We said: 'O Messenger of Allah! We said: 'O Messenger of Allah! We could get a bed for you.' He said: 'What do I have to do with the world! I am not in the world but as a rider seeking shade under a tree, then he catches his breath and leaves it.'"*

Grade : Hasan (Darussalam)

[ Jami` at-Tirmidhi : 2377 ]
---------------------------------------

Share:

No comments:

Post a Comment

Translate

youtube

Recent Posts

Labels

Blog Archive

Please share these articles for Sadqa E Jaria
Jazak Allah Shukran

Most Readable

POPULAR POSTS