*Bismillahirrahmanirrahem*
Abu Hurairah Radiallahu anhu se Rivayat hai ki Rasool-Allahu Sal-Allahu Alaihi Wasallam ne farmaya:
Aise 7 tarah ke log hain jinhe ALLAH subhanah wa Ta'ala Qayamat ke din apne arsh ke saaye mein jagah dega jabki uske Arsh ke saaaye ke siwa aur koi saaya nahi hoga
*1. Insaaf karne wala baadshah,*
*2. Wo Nojawan jo apne Rab ki ibadat mein jawani mein bhi masruf raha,*
*3. wo shaksh jisne tanhaii mein ALLAH ko yaad kiya aur aankhon se aansoo jaari ho gaye.*
*4. Wo shaksh jiska dil hamesha masjid mein laga rahta hai*
*5. Do aise shaksh jo ALLAH ke liye aapas mein mohabbat rakhte hain*
*6. wo shaksh jise kisi buland martaba aur khubsurat aurat ne (bure irade se) apni taraf bulaya aur usne jawab diya ki main ALLAH se darta hu*
*7. Aisa shaksh jisne aisa chupa ke sadqa diya ki bahine haath ko bhi khabar nahi huyee ki dahine haath ne kitna aur kya sadqa kiya hai.*

_Source: Ṣaḥīḥ al-Bukhārī 629, Ṣaḥīḥ Muslim 1031 Grade: Muttafaqun Alayhi (authenticity agreed upon) according to Al-Bukhari and Muslim_
No comments:
Post a Comment