find all Islamic posts in English Roman urdu and Hindi related to Quran,Namz,Hadith,Ramadan,Haz,Zakat,Tauhid,Iman,Shirk,daily hadith,Islamic fatwa on various topics,Ramzan ke masail,namaz ka sahi tareeqa

Jhooti Qasam Gharo ko veeran karke Chhorti Hai.

*Bismillahirrahmanirrahim*

*✦ Hadith : Jhoothi Qasam gharo ko veeran (barbad) karke chorhti hai*
---------------
✦ Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi Wasallam ne farmaya  Sila rahmi se ziyada jaldi sawab  dilane wala jismein Allah ki itaat ki jaye koi amal nahi aur sarkashi (zulm) aur qata rahmi se zyada jaldi saza dilane wala koi amal nahi, aur jhoothi Qasam gharo ko veeran (barbad) karke chorhti hai.
Al-Silsila-tus-Sahiha Hadees-Jild 1,155
Al Baihiqi, 35 /10 -Sahih
At Tabrani, 1996-Sahih
---------------
رسول الله صلى الله عليه وسلم صلہ رحمی سے زیادہ جلدی ثواب دلانے والا جس میں الله کی اطاعت کی جائے کوئی عمل نہیں اور سرکشی (ظلم) اور قطع رحمی سے زیادہ جلدی سزا دلانے والا جس میں الله کی اطاعت کی جائے کوئی عمل نہیں اور جھوٹھی قسم گھروں کو ویران (برباد) کرکے چھوڑتی ہے 
السلسلہ صحیحہ ۱۵۵

---
✦ The Prophet Sal-Allahu Alaihi Wasallam said there is no such good deed in which the obey of Allah is being followed which will be rewarded as fast as keeping good relations with the relatives,and the transgressing and cutting relations is the sin which may cause to get the punishment of Allah very quickly, and false oath destroys the home.
Al-Silsila-tus-Sahiha Hadees, Jild 1,155
Al Baihiqi, 35 /10 -Sahih
At Tabrani, 1996-Sahih

Share:

No comments:

Post a Comment

Translate

youtube

Recent Posts

Labels

Blog Archive

Please share these articles for Sadqa E Jaria
Jazak Allah Shukran

Most Readable

POPULAR POSTS