find all Islamic posts in English Roman urdu and Hindi related to Quran,Namz,Hadith,Ramadan,Haz,Zakat,Tauhid,Iman,Shirk,daily hadith,Islamic fatwa on various topics,Ramzan ke masail,namaz ka sahi tareeqa

Walid Jannat ka Darmiyani Darwaja Hai.


 
   🍂🍃ﺑِﺴْـــــــــــــﻢِﷲِﺍﻟﺮَّﺣْﻤَﻦِﺍلرَّﺣِﻴﻢ 🍂🍃

        *السَّلاَمُ عَلَيكُم وَرَحمَةُ اللّٰهِ وَبَرَكَاتُهُ* 
     
       ☆▬▬▬▬ஜ۩۞۩ஜ▬▬▬▬☆                 
🌹حَدَّثَنَا مُحَمَّدُ بْنُ الصَّبَّاحِ،‏‏‏‏ حَدَّثَنَا سُفْيَانُ بْنُ عُيَيْنَةَ،‏‏‏‏ عَنْ عَطَاءٍ،‏‏‏‏ عَنْ أَبِي عَبْدِ الرَّحْمَنِ،‏‏‏‏ عَنْ أَبِي الدَّرْدَاءِ،‏‏‏‏ سَمِعَ النَّبِيَّ صَلَّى اللَّهُ عَلَيْهِ وَسَلَّمَ،‏‏‏‏ يَقُولُ:‏‏‏‏  الْوَالِدُ أَوْسَطُ أَبْوَابِ الْجَنَّةِ،‏‏‏‏ فَأَضِعْ ذَلِكَ الْبَابَ أَوِ احْفَظْهُ.

🌺रसूल अल्लाह ﷺ ने फ़रमाया: "बाप जन्नत का दरमियानी दरवाज़ा है, चाहे तुम इस दरवाज़े को ज़ाया कर दो, या उस की हिफ़ाज़त करो"।

🌹Rasool Allah ﷺ ne farmaya: "baap jannat ka darmiyani darwaza hai, chahay tum is darwazay ko zaya kar do, ya iski hifazat karo."

🌺رسول اللہ صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا: ”باپ جنت کا درمیانی دروازہ ہے، چاہے تم اس دروازے کو ضائع کر دو، یا اس کی حفاظت کرو“۔

🌹The messenger of Allah ﷺ said: 'The father is the middle door of Paradise (i.e. the best way to Paradise), so it is up to you whether you take advantage of it or not.'

📜 *wazahat:* darmiyaan mein jo darwaza hota hai usme se makaan mein jaldi pohoch jaate hain, to waledain ko jannat mein jaane ka qareeb aur asaan rasta qarar diya, agar aadmi apne waledain ko khush rakhe jo kuch bhi mushkil kaam nahi to insh'a Allah wo asaani se jannat mein daakhil ho jayega.

📚 _*Sunan ibne majah: jild 5, kitab Al adab 33, hadith no. 3663*_
*Grade Sahih*

      ☆▬▬▬▬ஜ۩۞۩ஜ▬▬▬▬☆

*🌴Aye imaan waalo Allah ki itaat karo aur uske Rasool ki itaat karo aur apne Amalo ko Baatil na karo🌴*

Jo Bhi Hadis Aapko Kam Samjh Me Aaye Aap Kisi  Hadis Talibe Aaalim Se Rabta Kare !

  🌹JazakAllah  Khaira Kaseera🌹

   ☆▬▬▬▬ஜ۩۞۩ஜ▬▬▬▬☆

☪ Share karey 👏… Sawab ka Haqdaar baney… In Shaa Allah Ta’ala

Share:

No comments:

Post a Comment

Translate

youtube

Recent Posts

Labels

Blog Archive

Please share these articles for Sadqa E Jaria
Jazak Allah Shukran

Most Readable

POPULAR POSTS