Chand Dekhne Ki Dua
Eid Ke Chand Ki Dua, Naye Chand Ki Dua❣Naye chand ko dekhkar padhne ki dua❣*
اللَّهُمَّ أَهِلَّهُ علَيْنَا بِالأَمْنِ والإِيمَانِ وَالسَّلامَةِ والإِسْلامِ ، رَبّي ورَبُّكَ اللَّه هِلالُ رُشْدٍ وخَيْرٍ
Talha bin Ubaidullah Radi Allahu Anhu se rivayat hai ki
Rasool-Allah Sallallahu Alaihi Wasallam jab chand dekhte to ye dua
padhte.
*Allahumma ahillahu alaina bil-amni wal-iman, was-salamati wal-Islam, Rabbi wa Rabbuk-Allah, Hilalu rushdin wa khairin*
*Tarjuma*
Eh Allah hum par is chand ko khair , imaan , salamati aur islam ke saath tulu farma (Eh chand) mera aur tera RAB Allah hi hai, ye chand hidayat aur khair wala ho
*❣(Musnad Ahmad, Tirmizi, Haakim)
Eh Allah hum par is chand ko khair , imaan , salamati aur islam ke saath tulu farma (Eh chand) mera aur tera RAB Allah hi hai, ye chand hidayat aur khair wala ho
No comments:
Post a Comment