🍂🍃ﺑِﺴْـــــــــــــﻢِﷲِﺍﻟﺮَّﺣْﻤَﻦِﺍلرَّﺣِﻴﻢ🍂🍃
🌺حَدَّثَنَا أَبُو النُّعْمَانِ، حَدَّثَنَا ثَابِتُ بْنُ يَزِيدَ، حَدَّثَنَا عَاصِمٌ أَبُو عَبْدِ الرَّحْمَنِ الْأَحْوَلُ، عَنْ أَنَسٍ رَضِيَ اللَّهُ عَنْهُ، عَنِ النَّبِيِّ صَلَّى اللَّهُ عَلَيْهِ وَسَلَّمَ، قَالَ: ""الْمَدِينَةُ حَرَمٌ مِنْ كَذَا إِلَى كَذَا، لَا يُقْطَعُ شَجَرُهَا، وَلَا يُحْدَثُ فِيهَا حَدَثٌ مَنْ أَحْدَثَ حَدَثًا، فَعَلَيْهِ لَعْنَةُ اللَّهِ وَالْمَلَائِكَةِ وَالنَّاسِ أَجْمَعِينَ"".
🌺नबी करीम ﷺ ने फ़रमाया: मदीना हरम है फ़ुलां जगह से फ़ुलां जगह तक ( यानी जबल ऐर से सोर तक ) इस हद में कोई दरख़्त ना काटा जाये ना कोई बिदअत (दीन मे नया अमल) की जाये और जिसने भी यहां कोई बिदअत निकाली इस पर अल्लाह ताला और तमाम फरिशतों और इन्सानों की लानत है।
🌺Nabi kareem ﷺ ne farmaya: madinah haram hai falan jagah se falan jagah tak ( yani Jabal Aer se Sore tak ) is had mein koi darakht nah kaata jaye nah koi bidat (deen mein naya amal) ki jaye aur jis ne bhi yahan koi bidat nikaali is par Allah taala aur tamam farishte aur insanon ki laanat hai .
🌺نبی کریم صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا، مدینہ حرم ہے فلاں جگہ سے فلاں جگہ تک ( یعنی جبل عیر سے ثور تک ) اس حد میں کوئی درخت نہ کاٹا جائے نہ کوئی بدعت کی جائے اور جس نے بھی یہاں کوئی بدعت نکالی اس پر اللہ تعالیٰ اور تمام ملائکہ اور انسانوں کی لعنت ہے۔
🌺The Prophet ﷺ said, Medina is a sanctuary from that place to that. Its trees should not be cut and no heresy should be innovated nor any sin should be committed in it, and whoever innovates in it an heresy or commits sins (bad deeds), then he will incur the curse of Allah, the angels, and all the people.
📜 *wazahat:* iss hadees mein madine ki fazilat bayan ki gayi hai, ke naa hi yaha ke darakht kaate jaye aur naa hi kisi tarah ki bidat ki jaye, ek dusri hadees [📗Bukhari: 1877] mein hai ke jis kisi ne Ahle madina walo ke saath dagabazi ki toh Allah taala usse aise ghole ga jaise namak mein paani. Nabi ﷺ ne farmaya deen mein sab se badtareen kaam bidaat hai aur *har naya kaam bidat hai, har bidat gumrahi aur har gumrahi jahannum mein le jaane wali hai* [📗sahih muslim: 867]. Bidat karne wala Allah ke nabi ﷺ ke haath se jaam e qausar nahi piyega, usse waha se bhaga diya jayega [📗sunan nasa'i: 917].
📚 _*Sahih Bukhari: jild 3, kitab Fazail Al-Medina 29, hadith no. 1867*_
●•~•~•~•~•~•~•~•~•~•~•~•~•~●
●•~•~•~•~•~•~•~•~•~•~•~•~•~●
No comments:
Post a Comment