find all Islamic posts in English Roman urdu and Hindi related to Quran,Namz,Hadith,Ramadan,Haz,Zakat,Tauhid,Iman,Shirk,daily hadith,Islamic fatwa on various topics,Ramzan ke masail,namaz ka sahi tareeqa

Allah kis Baat se Nahi Sharmaata.

🔲 *Allah kis Baat se nahi Sharmata:*

🌷

۞ إِنَّ ٱللَّهَ لَا يَسْتَحْىِۦٓ أَن يَضْرِبَ مَثَلًۭا مَّا بَعُوضَةًۭ فَمَا فَوْقَهَا ۚ فَأَمَّا ٱلَّذِينَ ءَامَنُوا۟ فَيَعْلَمُونَ أَنَّهُ ٱلْحَقُّ مِن رَّبِّهِمْ ۖ وَأَمَّا ٱلَّذِينَ كَفَرُوا۟ فَيَقُولُونَ مَاذَآ أَرَادَ ٱللَّهُ بِهَٰذَا مَثَلًۭا ۘ يُضِلُّ بِهِۦ كَثِيرًۭا وَيَهْدِى بِهِۦ كَثِيرًۭا ۚ وَمَا يُضِلُّ بِهِۦٓ إِلَّا ٱلْفَٰسِقِينَ

*"Yaqinan Allah Ta'ala kisi misaal ke bayaan karne se nahi sharmaata, chahe macchhar ki ho ya us se bhi halki cheez ki, Imaan waale to use apne Rab ki jaanib se sahih samajte hai aur Kuffaar kahte hai ke is misaal se Allah ne kya muraad li hai? us ke zariye beshtar (zyada tar) ko gumraah karta hai aur aksar logo ko raah raaste par laata hai aur gumraah to sirf faasiqo (Kufr karnewalo) ko hi karta hai"*.

📕(Surah 02 Baqarah : Ayat 26)

◻   ◻   ◻  ◻  ◻   ◻
            🌷......✒......🌷
             
       

Share:

No comments:

Post a Comment

Translate

youtube

Recent Posts

Labels

Blog Archive

Please share these articles for Sadqa E Jaria
Jazak Allah Shukran

Most Readable

POPULAR POSTS