Nikah Ladki Ki Ijazat Ke Bina Na Kiya Jaye
Ahadees "e" Nabvi Sallallahu Alahiwa Sallam
Abu hurairah Radhi Allahu Anhu se rivayat hai ki
Rasool Allah Sallallahu Alaihi Wasallam ne farmaya
kisi kuwari ladki ka nikah us waqt tak na kiya jaye jab tak us se ejazat na le li jaye.
Aur Kisi Bewa Ka Nikah Us Waqt Tak Na Kiya Jaye Jab Tak Uska Hukm Maloom Na Karle.
Sahaba Ne Arz Kiya Ya RasoolAllah Sallallahu Alahiwa Sallam Ladki Ki Raza Mandi Kaise Maloom Ki Jaye ?
Aap Sallallahu Alahiwa Sallam Ne Farmaya Ladki Ki Khamoshi Uski Raza Mandi hai.
Sahih Bukhari, Vol 8, 6968,
No comments:
Post a Comment