*🍂🌿🍂🌿 ﷽ 🌿🍂🌿🍂*
*🔅 🔆 Aaj ki pyari ayat ! 🔆 🔅*
*إِنَّ فِي خَلْقِ السَّمَاوَاتِ وَالْأَرْضِ وَاخْتِلَافِ اللَّيْلِ وَالنَّهَارِ وَالْفُلْكِ الَّتِي تَجْرِي فِي الْبَحْرِ بِمَا يَنفَعُ النَّاسَ وَمَا أَنزَلَ اللَّهُ مِنَ السَّمَاءِ مِن مَّاءٍ فَأَحْيَا بِهِ الْأَرْضَ بَعْدَ مَوْتِهَا وَبَثَّ فِيهَا مِن كُلِّ دَابَّةٍ وَتَصْرِيفِ الرِّيَاحِ وَالسَّحَابِ الْمُسَخَّرِ بَيْنَ السَّمَاءِ وَالْأَرْضِ لَآيَاتٍ لِّقَوْمٍ يَعْقِلُونَ*
*Most surely in the creation of the heavens and the earth and the alternation of the night and the day, and the ships that run in the sea with that which profits men, and the water that Allah sends down from the cloud, then gives life with it to the earth after its death and spreads in it all (kinds of) animals, and the changing of the winds and the clouds made subservient between the heaven and the earth, there are signs for a people who understand.*
*Roman Urdu*
*asmaano aur zameen ki paidayish, raath din ka her pher, kashtiyo ka logo ko nafa dene waali chizo ko liye hoye samandar mein chalna, asmaan se paani utaar kar, murda zamin ko zinda kar dena, is mein har qism ke jaanwaro ko phaila dena, hawaao ke ruq badalna, aur baadal jo asmaan aur zameen ke darmiyaan musaqqar hai, in mein aqal mandu ke liye khudrath ilaahi ki nishaniya hai*
*(Quran -Surah Al-Baqara, Verse 164)*
---------------------------------------------------
No comments:
Post a Comment