find all Islamic posts in English Roman urdu and Hindi related to Quran,Namz,Hadith,Ramadan,Haz,Zakat,Tauhid,Iman,Shirk,daily hadith,Islamic fatwa on various topics,Ramzan ke masail,namaz ka sahi tareeqa

Islam me Zina (Sex) Ke Azaab.


 
   🍂🍃ﺑِﺴْـــــــــــــﻢِﷲِﺍﻟﺮَّﺣْﻤَﻦِﺍلرَّﺣِﻴﻢ 🍂🍃

        *السَّلاَمُ عَلَيكُم وَرَحمَةُ اللّٰهِ وَبَرَكَاتُهُ* 
      ☆▬▬▬▬ஜ۩۞۩ஜ▬▬▬▬☆         

*ZINA KARNE KA AZAAB*

🌷_Hazrat ikrema ne Hazrat Abdullah ibne Abbas Radiallahu anhu se pucha imaan kis tarah nikal jata he Hazrat Abdullah ibne Abbas ne farmaya is tarah Aur apne hath ki ungliya dusre hath ki ungliyo me dali fir nikal li aur farmaya Dekho is tarah.._

*(#📕Bukhari sharif Jild:- 3 Shafa:- 614 Hadees: 1713)*

🌷_Hazrat Abu huraira wa Ibne Abbas Radiallahu anhu se rivayat hai Sarkar-E-do aalam Sallallahu Alaihi wa aalehi Wasallam ne farmaya Momin hote hue to koi Zina kar hi nahi sakta.._

*(#📕Bukhari SharifJild:- 3 Shafa:- 614 Hadees: 1714)*

*Aasman aur 7 Zamino aur Pahad Zinakaar par laanat bhejte hai aur Qayamat ke din Zinakaar Mard wa Aurat ki Sharmgaah se is kadar badbu aati hogi ke Jahannam me jalane wale ko bhi is badbu se taklif hogi.._*

*(#📕Bahare Shariat Shafa:- 43)*

Baar Baar padhiye aur tanhayi me sochiye kya aaj ki kuch der ki LAZZAT ke liye hamesha hamesha ka Azaab humko manzoor hai Har waqt yaad rakhein ke ALLAH MUJHE DEKH raha hai .
↘aur Akhirat me Apne Har Amal ka mujhe HISAB dena hai, insha Allah gunaho se bach jayenge Apne Dost Ehbaab ko bhi is Lanat se bachayenge Allah hum tamam musalman bhaiyo ko  gunaaho se bachae....

Aameen

       ☆▬▬▬▬ஜ۩۞۩ஜ▬▬▬▬☆

🌴Aye imaan waalo Allah ki itaat karo aur uske Rasool ki itaat karo aur apne Amalo ko Baatil na karo🌴*

Jo Bhi Hadis Aapko Kam Samjh Me Aaye Aap Kisi Hadis Talibe Aaalim Se Rabta Kare !

  🌹JazakAllah  Khaira Kaseera🌹

   ☆▬▬▬▬ஜ۩۞۩ஜ▬▬▬▬☆

☪ Share karey 👏… Sawab ka Haqdaar baney… In Shaa Allah Ta’ala*...

Share:

No comments:

Post a Comment

Translate

youtube

Recent Posts

Labels

Blog Archive

Please share these articles for Sadqa E Jaria
Jazak Allah Shukran

Most Readable

POPULAR POSTS