🍂🍃ﺑِﺴْـــــــــــــﻢِﷲِﺍﻟﺮَّﺣْﻤَﻦِﺍلرَّﺣِﻴﻢ 🍂🍃
*السَّلاَمُ عَلَيكُم وَرَحمَةُ اللّٰهِ وَبَرَكَاتُهُ*
☆▬▬▬▬ஜ۩۞۩ஜ▬▬▬▬☆
✦ Al Quran : ALLAH usey aise rizq ata farmata hai jahan se usey guman bhi na ho
---------------------
✦ Al Quran : Jo ALLAH se darta hai , ALLAH uske liye (pareshaniyon se) nijat ka rasta nikal deta hai aur aise rizq ata farmata hai jahan se usey guman bhi na ho aur jo ALLAH par bharosa karta hai to wo usko kaafi hai, Beshak ALLAH apna hukm pura karne wala hai , ALLAH ne har cheez ke liye ek andaza muqarrar kar rakha hai.
Surah At-Talaq (65) , Verse 2-3
Hadith: Umar bin Khattab Radi Allahu Anhu se rivayat hai ki Rasoollallah Sallallahu Alaihi Wasallam ne farmaya agar tum Allah par is tarah bharosa karo jis tarah bharosa karne ka haq hai to wo tumhe is tarah rizq dega jis tarah parindo ko rizq deta hai , subah ko wo bhukhe nikalte hain aur sham ko wo pet bhar kar wapas aate hain
Jamia Tirmidhi, Vol 2, 225-Hasan
☆▬▬▬▬ஜ۩۞۩ஜ▬▬▬▬☆
*🌴Aye imaan waalo Allah ki itaat karo aur uske Rasool ki itaat karo aur apne Amalo ko Baatil na karo🌴*
🌹JazakAllah Khaira Kaseera🌹
No comments:
Post a Comment