ISLAM ME WALID KA MARTABA
ﺑِﺴْـــــــــــــﻢِﷲِﺍﻟﺮَّﺣْﻤَﻦِﺍلرَّﺣِﻴﻢ
السَّلاَمُ عَلَيكُم وَرَحمَةُ اللّٰهِ وَبَرَكَاتُهُ
HADEES: Hazrat Abu Darda Razi Allahu Anhu farmate hai Ke maine RasulAllah Sallallahu Alaihi Wasallam ko ye irshad farmate huwe suna, Baap Jannat ke darwazo me se Bahtarin darwaza hai. Chunancha tumhe ikhtiyar hai khwah (uski NaFarmani kar ke dil dukha ke) us darwaze ko za'ay karo ya (uski farma bardari aur usko razi rakh kar) uski Hifazat karo.*
*((TIRMIZI|Hadees-1900))*
*Anas raziyallahu anhu ne kaha ke : Nabi sallallahu álayhi wasallam ne kisi qabr se ek aawaaz suni to puucha : ye kab mara hai ? Logo ne kaha : zamana e jahiliyat me mara hai,aap is baat se khush howe,aur farmaya : agar ye dar na hota ke tum ek dosre ko dafan karna chod doge,to mai Allah ta ala se dua karta ke wo tumeh azaab e qabr suna de -*
English
*It was narrated from Anas that the Prophet heard a sound from a grave and said:*
*"When died this man die?" They said: "he died during the Jahiliyyah." So he was delighted and said: "Were it not that you would not bury one another, I would have prayed to Allah to make you hear the torment of the grave."*
*"When died this man die?" They said: "he died during the Jahiliyyah." So he was delighted and said: "Were it not that you would not bury one another, I would have prayed to Allah to make you hear the torment of the grave."*
Grade : Sahih (Darussalam)
[ Sunan an-Nasa'i : 2058 ]
☆▬▬▬▬ஜ۩۞۩ஜ▬▬▬▬☆
Aye imaan waalo Allah ki itaat karo aur uske Rasool ki itaat karo aur apne Amalo ko Baatil na karo
Jo Bhi Hadis Aapko Kam Samjh Me Aaye Aap Kisi Hadis Talibe Aaalim Se Rabta Kare !
JazakAllah Khaira Kaseera
No comments:
Post a Comment