Find All types of Authentic Islamic Posts in English, Roman Urdu, Urdu and Hindi related to Quran, Namaz, Hadeeth, Ramzan, Haz, Zakat, Tauhid, Iman, Shirk, Islah-U-Nisa, Daily Hadith, Hayat-E-Sahaba and Islamic quotes.

Haraam Maal se Diya Hua Sadqa Qubul Nahi Hota.


 
   🍂🍃ﺑِﺴْـــــــــــــﻢِﷲِﺍﻟﺮَّﺣْﻤَﻦِﺍلرَّﺣِﻴﻢ 🍂🍃

        *السَّلاَمُ عَلَيكُم وَرَحمَةُ اللّٰهِ وَبَرَكَاتُهُ* 
     
       ☆▬▬▬▬ஜ۩۞۩ஜ▬▬▬▬☆                 
Haraam Maal Se Diya Hua Sadqa Qubul Nahi Hota

♥ Mafhoom-e-Hadees: Abulmalih (Razi’Allahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki,
Rasool’Allah (Sallallahu Alaihi WaAalihi Wa Sallam) Ne Farmaya –
“Allah Ta’ala Haraam Maal Se Diya Hua Sadqa Qubul Nahi Farmata
Aur Naa Hi Bina Paaki Ke Namaz (Qabool Farmatey Hain)”.
– (Sunan Abu Dawud, Vol 1,Hadith no. 59)

Kisi Ko Burey Naam Se Na Pukaro ….

♥ Mafhoom-e-Hadees: Rasool’Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ka Farman-e-Ibrat Nishan Hai,
“Jis Ne Kisi Musalman Ko Iss Ke Naam Ke Ilawa Kisi Lafz Yaani Burey Naam Se Pukara
Tou Uss Par Malaika (Farishte) Lanat Bhejte Hai”.
– (Geebat Ki Tabah Kariyan Page No 170)

      ☆▬▬▬▬ஜ۩۞۩ஜ▬▬▬▬☆

*🌴Aye imaan waalo Allah ki itaat karo aur uske Rasool ki itaat karo aur apne Amalo ko Baatil na karo🌴*

Jo Bhi Hadis Aapko Kam Samjh Me Aaye Aap Kisi  Hadis Talibe Aaalim Se Rabta Kare !

  🌹JazakAllah  Khaira Kaseera🌹

   ☆▬▬▬▬ஜ۩۞۩ஜ▬▬▬▬☆

☪ Share karey 👏… Sawab ka Haqdaar baney… In Shaa Allah Ta’ala*...

Share:

No comments:

Post a Comment

Translate

youtube

Recent Posts

Labels

Blog Archive

Please share these articles for Sadqa E Jaria
Jazak Allah Shukran

POPULAR POSTS