Duniya Ki Misaal Aakhirat Ke Muqable Me
Mafhoom-e-Hadees: Mustawrid (Razi’Allahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki, Rasool’Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya –
“Duniya Ki Misaal Aakhirat Ke Muqable Me Aisee Hai Jaisey
Tum Me Se Koi Apni Ungli Samandar Me Daley Phir Dekhey Ki Kitna Paani Uski Ungli Me Lagta Hai..”
– (Sunan Ibn Majah, Vol-3, 989-Sahih)
“Duniya Ki Misaal Aakhirat Ke Muqable Me Aisee Hai Jaisey
Tum Me Se Koi Apni Ungli Samandar Me Daley Phir Dekhey Ki Kitna Paani Uski Ungli Me Lagta Hai..”
– (Sunan Ibn Majah, Vol-3, 989-Sahih)
Ilm Chupaane Wale Ka Azaab
♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Hurairah (Razi’Allahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki,
Rasool’Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya –
“Jis Shakhs Ke Paas Koi Ilm Mehfuz Ho Aur Wo Usey Chupaye
Tou Qayamat Ke Din Usey Dozakh Ki Aag Ki Lagaam Daal Kar Laya Jayega..”
– (Sunan Ibn Majah, Vol#1, Hadith No. 261-Sahih)

Jis Ne Meri Sunnat Ko Zinda Kiya Usne Mujh Se Mohabbat Ki
♥ Mafhoom-e-Hadees: Allah Ke Rasool (ï·º) Ka Irshade Mubarak Hai Ke,
“Jis Ne Meri Sunnat Ko Zinda Kiya, Usne Mujh Se Mohabbat Ki aur Jis Ne Mujh Se Mohabbat Ki Wo Jannat Me Mere Saath Hoga”
– (Tirmizi; Kitabul Ilm, 2678)
Jo Zulm Se Qatl Kar Diya Jaye Wo Shaheed Hai
♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Jafar (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki,
Mai Suwaid Bin Muqarrin (RaziAllahu Anhu) Ke Paas Baitha Tha Aur Unhoney Kaha Ki,
Rasool’Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya Hai Ki,
“Jo Zulm Se Qatl Kar Diya Jaye Wo Shaheed Hai…”
– (Sunan Nasaii, Vol 3, 398-Sahih)

☆▬▬▬▬ஜ۩۞۩ஜ▬▬▬▬☆
Aye imaan waalo Allah ki itaat karo aur uske Rasool ki itaat karo aur apne Amalo ko Baatil na karo
Jo Bhi Hadis Aapko Kam Samjh Me Aaye Aap Kisi Hadis Talibe Aaalim Se Rabta Kare !
JazakAllah Khaira Kaseera
No comments:
Post a Comment