find all Islamic posts in English Roman urdu and Hindi related to Quran,Namz,Hadith,Ramadan,Haz,Zakat,Tauhid,Iman,Shirk,daily hadith,Islamic fatwa on various topics,Ramzan ke masail,namaz ka sahi tareeqa

Mushrik Aurat Ya Mard Se Nikaah Na Kare.


 
   ﺑِﺴْـــــــــــــﻢِﷲِﺍﻟﺮَّﺣْﻤَﻦِﺍلرَّﺣِﻴﻢ 
        *السَّلاَمُ عَلَيكُم وَرَحمَةُ اللّٰهِ وَبَرَكَاتُهُ*
   
       ☆▬▬▬▬ஜ۩۞۩ஜ▬▬▬▬☆               
 *Allah ka Hukm Hai Ki Mushrik se Nikah Na Kare*
________________________
* ḀḶ QṳRḀṆ *
*بِسْمِ اللَّهِ الرَّحْمَـٰنِ الرَّحِيم​*
*وَ لَا تَنۡکِحُوا الۡمُشۡرِکٰتِ حَتّٰی یُؤۡمِنَّ ؕ وَ لَاَمَۃٌ مُّؤۡمِنَۃٌ  خَیۡرٌ مِّنۡ مُّشۡرِکَۃٍ  وَّ لَوۡ اَعۡجَبَتۡکُمۡ ۚ وَ لَا تُنۡکِحُوا الۡمُشۡرِکِیۡنَ حَتّٰی یُؤۡمِنُوۡا ؕ وَ لَعَبۡدٌ مُّؤۡمِنٌ خَیۡرٌ مِّنۡ مُّشۡرِکٍ وَّ لَوۡ اَعۡجَبَکُمۡ ؕ اُولٰٓئِکَ یَدۡعُوۡنَ  اِلَی النَّارِۚ ۖ وَ اللّٰہُ  یَدۡعُوۡۤا اِلَی الۡجَنَّۃِ وَ الۡمَغۡفِرَۃِ  بِاِذۡنِہٖ ۚ وَ یُبَیِّنُ  اٰیٰتِہٖ لِلنَّاسِ لَعَلَّہُمۡ  یَتَذَکَّرُوۡنَ*
 *Aur shirk karne wali aurton se tawaqt-e-ke woh imaan na layen tum nikkah na karo*
 *Imaan wali londi bhi shirk karne wali Aazad aurat se bahot behtar hai go tumhen mushrika hi achi lagti ho*
 *Aur na shirk karne wale mardon ke nikkah me apni aurton ko do jab tak woh imaan na layen*
 *Imaan wala ghulam Aazad mushrik se behtar hai go mushrik tumhen acha lage*
 *Yeh log jahannum ki taraf bulate hain aur Allah jannat ki taraf aur apni bakshish ki taraf apne hukum se bulata hai*
 *Woh apni aayaten logon ke liye bayan farma raha hai take woh naseehat hasil karen*
 *Al Quran Surah Baqrah 2. Aayat 221,*
      ☆▬▬▬▬ஜ۩۞۩ஜ▬▬▬▬☆
*Aye imaan waalo Allah ki itaat karo aur uske Rasool ki itaat karo aur apne Amalo ko Baatil na karo*
Jo Bhi Hadis Aapko Kam Samjh Me Aaye Aap Kisi  Hadis Talibe Aaalim Se Rabta Kare !
  JazakAllah  Khaira Kaseera
   ☆▬▬▬▬ஜ۩۞۩ஜ▬▬▬▬☆
☪ Share karey … Sawab ka Haqdaar baney… In Shaa Allah Ta’ala*.
Share:

No comments:

Post a Comment

Translate

youtube

Recent Posts

Labels

Blog Archive

Please share these articles for Sadqa E Jaria
Jazak Allah Shukran

Most Readable

POPULAR POSTS