*JO KUFR ME JANA IS TARAH NA PASAND KARTA HO JAISE AAG ME PHAINKA JANA, TO YE IMAN KA HISSA HAI.*
*Hazrat Anas r.a. se Riwayat Hai Ki Rasoolصلى الله عليه وسلم Ne Farmaya:-*
_*👉 “Jis Aadmi Me Ye Teen Baate Hogi WohEmaan Ka Maza Paalega,“*_
*👉1. Ek Wo Aadmi Jise Allah Aur Uske Rasool Puri Duniya Se Ziyada Mahboob Ho,*
*_👉2. Aur Dusri Ye Ki Jo Kisi Bande Se Mahaz Allah Hi Ke Liye Mohabbat Kare._*
*👉3. Aur TeesriBaat Ye Ki Jise Allah Ne Kufr Se Nijaat Diho, Fir Dubara Kufr ikhtiyar Karne Ko Wo Aisa Bura Samjhe Jaise Aag Me Girjane Ko Bura Janta Ho*
*📚Sahih Al-Bukhari : 21Vol.1, Book 2, Hadith 21.*
No comments:
Post a Comment