find all Islamic posts in English Roman urdu and Hindi related to Quran,Namz,Hadith,Ramadan,Haz,Zakat,Tauhid,Iman,Shirk,daily hadith,Islamic fatwa on various topics,Ramzan ke masail,namaz ka sahi tareeqa

Ghar Se Nikalte Waqt Do Rakaat Namaj Padh lo Jo Har Takleef se tumhe Bachayegi.


 
   🍂🍃ﺑِﺴْـــــــــــــﻢِﷲِﺍﻟﺮَّﺣْﻤَﻦِﺍلرَّﺣِﻴﻢ 🍂🍃

        *السَّلاَمُ عَلَيكُم وَرَحمَةُ اللّٰهِ وَبَرَكَاتُهُ* 
      ☆▬▬▬▬ஜ۩۞۩ஜ▬▬▬▬☆         

Hadith : Jab tum apne ghar se niklo to do rakat (Namaz) padh lo ye do rakat tumehin taklif se bachayegi
------
✦ Abu Hurairah Radi Allahu Anhu se rivayat hai ki Rasool-Allah Sallallahu Alaihi Wasallam ne farmaya Jab tum apne ghar se niklo to do rakat (Namaz) padh lo ye do rakat tumehin taklif se bachayegi aur jab tum apne ghar mein dakhil ho to do rakat (Namaz) padh lo ye do rakat tumehin (ghar mein burayee) ya taklif se bachayegi

Note : Imam Ibn hajar aur Imam Baihiqi ne bhi is hadith ko hasan kaha hai
Al-Silsila Sahiha - 2033
-----
رسول الله صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا: جب تم اپنے گھر سے نکلو تو دو رکعتیں پڑھ لو۔ یہ دو رکعتیں تمہیں تکلیف سے بچائیں گی۔ اور جب تم اپنے گھر میں داخل ہو تو دو رکعتیں پڑھ لو یہ دو رکعتیں تمہیں (گھر میں برائی یا) تکلیف سے بچائیں گی
السلسلہ صحیحہ ٢٠٣٣
-----
✦ रसूल-अल्लाह सल्लल्लाहु अलैहि वसल्लम ने फ़रमाया जब तुम अपने घर से निकलो तो दो रकात (नमाज़) पढ़ लो ये दो रकात तुम्हे तकलीफ से बचाएगी और जब तुम अपने घर में दाखिल हो तब भी दो रकात (नमाज़) पढ़ लो ये दो रकात तुम्हे (घर में बुराई) या तकलीफ से बचाएगी
सिलसिला सहीहा , हदीस 2033
-----
✦ Rasool-Allah Sallallahu Alaihi Wasallam said When you leave your house, perform two Rak‘ahs and this will safeguard you against evils. When you return home, perform another two Rakahs and this will safeguard you against evils.
Al-Silsila Sahih-2033

      ☆▬▬▬▬ஜ۩۞۩ஜ▬▬▬▬☆

*🌴Aye imaan waalo Allah ki itaat karo aur uske Rasool ki itaat karo aur apne Amalo ko Baatil na karo🌴*

Jo Bhi Hadis Aapko Kam Samjh Me Aaye Aap Kisi  Hadis Talibe Aaalim Se Rabta Kare !

  🌹JazakAllah  Khaira Kaseera🌹

   ☆▬▬▬▬ஜ۩۞۩ஜ▬▬▬▬☆

☪ Share karey 👏… Sawab ka Haqdaar baney… In Shaa Allah Ta’ala*...

Share:

No comments:

Post a Comment

Translate

youtube

Recent Posts

Labels

Blog Archive

Please share these articles for Sadqa E Jaria
Jazak Allah Shukran

Most Readable

POPULAR POSTS