find all Islamic posts in English Roman urdu and Hindi related to Quran,Namz,Hadith,Ramadan,Haz,Zakat,Tauhid,Iman,Shirk,daily hadith,Islamic fatwa on various topics,Ramzan ke masail,namaz ka sahi tareeqa

Farz ki Do Rakaatein Duniya Aur Jo kuchh Duniya Me Hai Usse Behtar Hai.

🍂🍃ﺑِﺴْـــــــــــــﻢِﷲِﺍﻟﺮَّﺣْﻤَﻦِﺍلرَّﺣِﻴﻢ🍂🍃

🌺حَدَّثَنَا مُحَمَّدُ بْنُ عُبَيْدٍ الْغُبَرِيُّ حَدَّثَنَا أَبُو عَوَانَةَ عَنْ قَتَادَةَ عَنْ زُرَارَةَ بْنِ أَوْفَى عَنْ سَعْدِ بْنِ هِشَامٍ عَنْ عَائِشَةَ عَنْ النَّبِيِّ صَلَّى اللَّهُ عَلَيْهِ وَسَلَّمَ قَالَ رَكْعَتَا الْفَجْرِ خَيْرٌ مِنْ الدُّنْيَا وَمَا فِيهَا

🌺नबी करीम ﷺ ने फ़रमाया: फज्र की दो रकातें दुनिया और जो कुछ दुनिया में है, इस से बेहतर हैं।

🌺Nabi kareem ﷺ ne farmaya: "Fajar ki do rakate duniya aur jo kuch duniya mein hai, is se behtar hain."

🌺نبی کریم صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا، " فجر کی دو رکعتیں دنیا اور جو کچھ دنیا میں ہے ، اس سے بہتر ہیں۔ "

🌺The Prophet ﷺ said, The two rak'ahs at dawn are better than this world and what it contains.

📜 *wazahat:* fajr se muraad 2 rakat sunnat muwaqeda (farz se pehle) hai aur inhi 2 rakat sunnat ki zeyada taqeed ayi hai, hatta ke nabi ﷺ naa to ye sunnate safar mein tarq karte aur naa hi apne hujre mein. Rasool Allah ﷺ fajr ki 2 rakat se zedayah kisi bhi nawafil namaz ka itna khayal nahi rakhte the [📗Bukhari: 1163]. Rasool Allah ﷺ fajr ki 2 sunnat rakato mein _Qul ya ayyu hal kafiruun_ aur _Qul hu Allahu Ahad_ padhte the [📗sahih Muslim: 726]. Agar kisi sahaba ra ki ye 2 rakat sunnat (fajr ki farz namaz ke pehle) chhoot jati toh sahaba ekram isse farz namaz ke fauran baad ada kar lete the (ya sooraj nikalne se pehle) [📗Tirmidhi: 422].

📚 _*Sahih Muslim: jild 2, kitab salat ul musafireen wa qasarha 6, hadith no. 1688*_

●•~•~•~•~•~•~•~•~•~•~•~•~•~●

●•~•~•~•~•~•~•~•~•~•~•~•~•~●

Share:

1 comment:

Translate

youtube

Recent Posts

Labels

Blog Archive

Please share these articles for Sadqa E Jaria
Jazak Allah Shukran

Most Readable

POPULAR POSTS