find all Islamic posts in English Roman urdu and Hindi related to Quran,Namz,Hadith,Ramadan,Haz,Zakat,Tauhid,Iman,Shirk,daily hadith,Islamic fatwa on various topics,Ramzan ke masail,namaz ka sahi tareeqa

Farishton ko Taalib-E-Ilm Se Khush Hone ki wajah.

*♡...Aˢˢᴬᴸᴬᴹᵁ     Aᴸᴬᴵᴷᵁᴹ    Wᴬ Rᴱᴴᴹᴬᵀᵁᴸᴸᴬᴴᴵ   Wᴬ  Bᴬᴿᴬᴷᴬᵀᴬᴴᵁ...♡*

*{Tum Par Salamati Ho Aur ALLAH Ki Rahamat Aur Us Ki Barkate Ho}*
*~🍃🎋🍃🎋...♡...🎋🍃🎋🍃🎋~*
🌷  ▫  *Aaj Ki Hadees*  ▫  🌷
〰〰〰〰〰〰〰〰〰〰
🍁 Rasoolullaah (ﷺ) ne farmaaya: Farishte taalib-e-ilm se khush hone ki wajah se apne paron ko bichha dete hain. (Abu Daawood: 3641)

✺ Ilm se badh kar duniya mein koi daulat nahin aur jahaalat se badh kar duniya mein koi nuqsaan deh cheez nahi, Aalim aur jaahil donon baraabar nahin ho sakte, ilm se insaan ko izzat-o-sharaafat aur kaamiyabi milti hai, Jabke jahaalat ki wajah se insaan zaleel wa gumraah ho jaata hai, ilm hi ke zariye apne khaaliq-o-maalik ki pehchaan hoti hai, bagair ilm ke koi apne khaaliq-o-maalik ko nahin pehchaan sakta. Isi liye ummat ke har fard par zaroorat ke baqadr Deen ka ilm haasil karna farz qaraar diya gaya hai.
〰〰〰〰〰〰〰〰〰〰
*~🍃🎋🍃🎋...♡...🎋🍃🎋🍃🎋~*

Share:

No comments:

Post a Comment

Translate

youtube

Recent Posts

Labels

Blog Archive

Please share these articles for Sadqa E Jaria
Jazak Allah Shukran

Most Readable

POPULAR POSTS