find all Islamic posts in English Roman urdu and Hindi related to Quran,Namz,Hadith,Ramadan,Haz,Zakat,Tauhid,Iman,Shirk,daily hadith,Islamic fatwa on various topics,Ramzan ke masail,namaz ka sahi tareeqa

Namaj ki Safoh Ko Mukammal Karne walo ke liye Jannat me Ghar Tamir ki Ja Rahi Hai.


 
   🍂🍃ﺑِﺴْـــــــــــــﻢِﷲِﺍﻟﺮَّﺣْﻤَﻦِﺍلرَّﺣِﻴﻢ 🍂🍃

        *السَّلاَمُ عَلَيكُم وَرَحمَةُ اللّٰهِ وَبَرَكَاتُهُ* 
     
       ☆▬▬▬▬ஜ۩۞۩ஜ▬▬▬▬☆   

Hadith : Namaz ki Safoh ko Mukamal Karne walo ke liye Jannat mein Ghar tamir Kiya jaega
---------
✦  Aisha Radi Allahu Anha se rivayat hain Rasool-Allah Sal-Allahu Alahai Wasallam ne farmaye Jis Shaksn ne (namaz ki safoh ke darmiyan) khali jagah ko pur (fill) Kiya to  Allah Subhanahu Uske liye Jannat mein ghar banayega aur uske darjat buland Kar dega
Al-Silsila-tus-Sahiha, 737 , Saheeh At-Targheeb, 336-Sahih
---------
عائشہ رضی اللہ عنہا كہتی ہیں كہ رسول  ‌صلی اللہ علیہ وسلم ‌ نے فرمایا: جس شخص نے ( نماز کی صفوں کے درمیان) خالی جگہ كو پر كیا اللہ تعالیٰ اس كے لئے جنت میں گھر بنائےگا، اور اس كے  درجات بلند كرے گا
السلسلہ صحیحہ ۷۳۷،  صحيح الترغيب ٣٣٦ - صحیح
---------
✦  रसूल-अल्लाह सलअल्लाहू अलैहि वसल्लम  ने फ़रमाया जिस शख्स ने (नमाज़ की सफों  के दरमियाँ) खाली जगह को पूर (fill) किया तो  अल्लाह सुबहानहु उसके लिए जन्नत में घर बनाएगा और उसके दरजात बुलंद कर देगा
सिलसिला सहीहा 737,  सही अल तरगीब 336 सही
---------
✦ Rasool Allah Sallallahu Alaihi Wasallam said whoever fills the gape (in the row of prayer) Allah will build a house for him in the paradise and will raise him a  level
Al-Silsila-tus-Sahiha 737 , Saheeh At-Targheeb,336-Sahih

  ☆▬▬▬▬ஜ۩۞۩ஜ▬▬▬▬☆

*🌴Aye imaan waalo Allah ki itaat karo aur uske Rasool ki itaat karo aur apne Amalo ko Baatil na karo🌴*

Jo Bhi Hadis Aapko Kam Samjh Me Aaye Aap Kisi  Hadis Talibe Aaalim Se Rabta Kare !

  🌹JazakAllah  Khaira Kaseera🌹

   ☆▬▬▬▬ஜ۩۞۩ஜ▬▬▬▬☆

☪ Share karey 👏… Sawab ka Haqdaar baney… In Shaa Allah Ta’ala*.

Share:

No comments:

Post a Comment

Translate

youtube

Recent Posts

Labels

Blog Archive

Please share these articles for Sadqa E Jaria
Jazak Allah Shukran

Most Readable

POPULAR POSTS