find all Islamic posts in English Roman urdu and Hindi related to Quran,Namz,Hadith,Ramadan,Haz,Zakat,Tauhid,Iman,Shirk,daily hadith,Islamic fatwa on various topics,Ramzan ke masail,namaz ka sahi tareeqa

Islam Me Mufakkir ki Kya Haisiyat Hai?


Mufakkir kaun aur Kya Hai?

📮 *Islam me MUFAKKIR (Islamic Thinker) ki kya Haisiyat hai?*

◼ *MUFAKKIR* yani  *Islamic Thinker* jisko *ISLAMIC WICHARWANT (विचारवंत)*  bhi kaha jata hai.

◼Aisa shakhs Islam ko Science aur Technology ke sath milakar pesh karta hai. Log inke baato par fida hojate hai.

◼Lekin Islam me Ilm ke lihaz se Musalmano ke sirf 3 hi categories hai ...

1⃣ *Aalim*

2⃣ *Talib e Ilm* (student)

3⃣ *Awwam* (public)

◼Islam me MUFAKKIR ki koi Haisiyat nahi hai.

◼Mufakkir ko lagta hai ke Musalmano ki Kamiyabi sirf Science aur Technology ka ilm hasil karne aur Siyasat me Musalman hissa lete hai.

◼Aise log Musalmano ke batil AQAEED aur Batil Manhaj par koi tawajjo nahi dete. Musalmano ki islah nahi karte. Jo jis haal me unko usi par chhodna jaye. Unko sirf Duniyawi Tamil di jaye. Ittehad ke naam par ye log Mushrik aur Bidatiyo se Compromise kar lete hai.

◼Inone Islam ko Fayda kam aur Nuksan zyada Pahuchaya hai.

◼Is Modern daur me ...

1. Mualana Muadudi

2. Dr. Israr Ahmed

3. Musalmano me jitne bhi Social aur Political leaders hai in sab ko MUFAKKIR kaha jata hai.

📕 Ye Dars *Dr. Murtaza Bin Baksh, Jeddah* Ke Lecture se liya gaya hai.

Share:

No comments:

Post a Comment

Translate

youtube

Recent Posts

Labels

Blog Archive

Please share these articles for Sadqa E Jaria
Jazak Allah Shukran

Most Readable

POPULAR POSTS