🍂🍃ﺑِﺴْـــــــــــــﻢِﷲِﺍﻟﺮَّﺣْﻤَﻦِﺍلرَّﺣِﻴﻢ 🍂🍃
*السَّلاَمُ عَلَيكُم وَرَحمَةُ اللّٰهِ وَبَرَكَاتُهُ*
☆▬▬▬▬ஜ۩۞۩ஜ▬▬▬▬☆
🌺حَدَّثَنَا مُحَمَّدُ بْنُ مُوسَى الْبَصْرِيُّ، حَدَّثَنَا زِيَادُ بْنُ عَبْدِ اللَّهِ، عَنِ الْأَعْمَشِ، عَنْ عَطِيَّةَ، عَنْ أَبِي سَعِيدٍ، قَالَ: قَالَ رَسُولُ اللَّهِ صَلَّى اللَّهُ عَلَيْهِ وَسَلَّمَ: فُقَرَاءُ الْمُهَاجِرِينَ يَدْخُلُونَ الْجَنَّةَ قَبْلَ أَغْنِيَائِهِمْ بِخَمْسِ مِائَةِ سَنَةٍ ، وفي الباب عن أَبِي هُرَيْرَةَ، وَعَبْدِ اللَّهِ بْنِ عَمْرٍو، وَجَابِرٍ، قَالَ أَبُو عِيسَى: هَذَا حَدِيثٌ حَسَنٌ غَرِيبٌ مِنْ هَذَا الْوَجْهِ.
🌺नबी करीम ﷺ ने फ़रमाया: "गरीब मुहाजिर जन्नत में मालदार मुहाजिर से पाँच सौ (500) साल पहले दाख़िल होंगे।"
🌺Nabi kareem ﷺ ne farmaya: "ghareeb mohajir jannat mein maldaar mohajir se paanch sau (500) saal pehlay daakhil hon ge."
🌺نبی کریم صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا، ”مہاجر فقراء جنت میں مالدار مہاجر سے پانچ سو (500) سال پہلے داخل ہوں گے۔“
🌺The Messenger of Allah (ﷺ) said: “The poor Muhajirin will enter Paradise before the rich among them by five hundred years.”
📜 *Wazahat:* ye isliye ke ghareeb mohajir ke paas chunke maal kam tha, isliye unhe hisaab wa kitab mein zyadah der nahi hogi, jab ke maaldar mohajir ko maal ke hisaab mein bohot der hogi, iss se ghareeb ki fazilat maloom hui- Akhirat ka aadha din duniya ke paanch sau (500) saal ke barabar hoga, iss lihaz se jis hadees [📗Tirmidhi:2354] mein aadhe din ka zikr hai iss se akhirat ka aadha din muraad hai.
📚 _*Jamiat Tirmidhi: jild-4, kitab Az-zuhd 36, hadith no. 2351*_
*Grade Sahih*
☆▬▬▬▬ஜ۩۞۩ஜ▬▬▬▬☆
*🌴Aye imaan waalo Allah ki itaat karo aur uske Rasool ki itaat karo aur apne Amalo ko Baatil na karo🌴*
Jo Bhi Hadis Aapko Kam Samjh Me Aaye Aap Kisi Hadis Talibe Aaalim Se Rabta Kare !
🌹JazakAllah Khaira Kaseera🌹
☆▬▬▬▬ஜ۩۞۩ஜ▬▬▬▬☆
☪ Share karey 👏… Sawab ka Haqdaar baney… In Shaa Allah Ta’ala*...
No comments:
Post a Comment