find all Islamic posts in English Roman urdu and Hindi related to Quran,Namz,Hadith,Ramadan,Haz,Zakat,Tauhid,Iman,Shirk,daily hadith,Islamic fatwa on various topics,Ramzan ke masail,namaz ka sahi tareeqa

Deobandi,Barailwi Aur Ahlehadees Me kya Fark Hai? (Part 2)

DEOBANDI, BARELI aur AHLE HADEES me kya buniyadi FARK hai?

BismillahirRahmanNirRaheem
Part - 2
(1)
AHLE HADEES Manhaj, Aqeeda, ibadaat ke Tariqo aur Fiqh me AHLE SUNNAT WAL JAMAT hai yani RASOOLULLAH SallallahuA’laihiWaSallam aur SAHABA ke raaste (Manhaj) par hai.
Jabke ….
HANAFI bhai,
1. Manhaj aur Aqeede me : 
MATURIDI hai yani IMAM MUHAMMAD BIN MUHAMMAD MATURIDI ko follow karte hai.
Maturidi ye Firqa Allah ke “Tawheed Asma Wa Sifaat” me gumrah tha aur hai.
2. Tariqatan yani Tazkiya Nafs me yani Roohani ilaaj aur Ibadat me : Sufiyo ke 4 silosilo yani Qadari, Chisti, Nakshbandi, Suharwardi ke follower hai. 
3. Fiqh : me HANAFI hai yani Fiqhi masale masail me Imam Abu Hanifa ke follower hai.
(1)
AHLE HADEES ki dawat khalis KITAB Wa SUNNAT ke buniyad par hai.
Jabke…
HANAFI bhaiyo ki dawat unke Maslaq ke mutabik hoti hai.
Jaisa ke,
Tableeghi Jamat ki dawat ki buniyaad FAZAEEEL AMAAL par hai.
BARELIYO ki dawat Imam Ahmed Raza Khan ke kitabo ke mutabik hoti hai.
JAMATE ISLAMI ki dawat Maulana Maududi ke Kitabo ke mutabik hoti hai.
To Be Continued
                     Islam Me Kitne Jamaat (Gurupe) Ko Manne Wale HAi?
Share:

No comments:

Post a Comment

Translate

youtube

Recent Posts

Labels

Blog Archive

Please share these articles for Sadqa E Jaria
Jazak Allah Shukran

Most Readable

POPULAR POSTS