Jazak Allahu Khairan - Kahne Pe Kya Jawab De?
Usamah bin zaid radi allahu anhu se rivayat hai ki RasoolAllah SallAllahu Alaihi Wasallam ne farmaya agar kisi ke saath koi neki ka suluq kiya gaya aur usne neki karne wale se kaha جَزَاكَ اللَّهُ خَيْرًا - Jazak Allahu khairan ( Allah aapko achcha sila ata farmaye) , to usne uski puri tarif kar di
Jamia tirimizi, Jild 1, 2101-Hasan
✦ Umar ibn Khattaab Radi Allahu anhu ne farmaya agar logo ko jazak Allahu Khairan kahne ka sawab malum ho jaye to wo ek dusre ko ye bahut zyada kahne lag jaye
Musannaf Ibn Abi Shaybah, 26519
✦ Ek baar Usaid bin Haider Radi Allahu anhu ne Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi Wasallam se farmaya , Ya RasoolAllah SallAllahu Alaihi Wasallam جَزَاكَ اللَّهُ خَيْرًا Jazak Allahu Khairan (Allah aapko achcha sila ata farmaye) to unke jawab mein Rasool-Allah ﷺ ne farmaya - وَأَنْتُمْ فَجَزَاكُمُ اللَّهُ خَيْرًا - Wa antum fa Jazakum Allahu Khairan ( Aur aapko bhi, Allah aapko bhi achcha sila ata farmaye)
Sahih Ibn Hibban, 7436 -Hasan
✦Abu Hurairah Radi allahu anhu se rivayat hai ki Rasoollallah SallallahuAlalhi wasallam ne farmaya wo Allah ka ShukrGhuzar nahi ho sakta jo bando ka Shukrguzar na ho
Sunan Abu Dwud, Vol 3,1383(Sahih)
-------------
رسول اللہ صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا: ”جس شخص کے ساتھ کوئی نیکی کا سلوق کیا گیا اور اس نے اس نیکی کرنے والے سے «جزاك الله خيراً» ”اللہ تعالیٰ تم کو بہتر بدلا دے“ کہا اس نے اس کی پوری پوری تعریف کر دی“
جامہ ترمیزی جلد ١ ، ٢١٠١ -حسن
عمر رضی اللہ عنہ نے فرمایا اگر لوگوں کو جزاك الله خيراً کہنے کا ثواب معلم ہو جائے تو وہ ایک دوسرے کو یہ بہت زیادہ کہنے لگ جائے
مصنفه ابنُ أبي شيبة ٢٦٥١٩
ایک بار اسید بن حضیر رضی اللہ عنہ نے رسول اللہ صلی اللہ علیہ وسلم سے جزاك الله خيراً یعنی الله آپ کو اچّھا صلہ عطا فرماۓ کہا تو ان کے جواب میں رسول اللہ صلی اللہ علیہ وسلم نے وَأَنْتُمْ فَجَزَاكُمُ اللَّهُ خَيْرًا یعنی آپ کو بھی ، الله آپ کو بھی اچّھا صلہ عطا فرماۓ کہا
صحيح ابن حبان ٧٤٣٦-حسن
نبی اکرم صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا: جو لوگوں کا شکر ادا نہیں کرتا اللہ کا ( بھی ) شکر ادا نہیں کرتا ۔
سنن ابی داؤد جلد ۳ ۱۳۸۳ صحیح
-------
Narrated by Usamah bin Zaid Radi Allahu Anhu Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi Wasallam said Whoever some good was done to him, and he says:جَزَاكَ اللَّهُ خَيْرًا - Jazak Allahu Khairan (May Allah reward you in goodness) then he has done the most that he can of praise.
Jamia Tirimizi, Book 1, Hadith 2035-Hasan
✦ Umar ibn Khattaab Radi Alahu anhu said: If one of you knew what is the reward of saying to his brother, Jazak Allahu khayran, you would say it a great deal to one another.
Musannaf Ibn Abi Shaybah, 26519
✦ Once Usaid bin Haider Radi Allahu anhu said to the Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi Wasallam , Ya RasoolAllah Sal-Allahu Alaihi Wasallam جَزَاكَ اللَّهُ خَيْرًا Jazak Allahu Khairan (May Allah reward you in goodness), RasoolAllah ﷺ replied to him -
وَأَنْتُمْ فَجَزَاكُمُ اللَّهُ خَيْرًا
Wa antum fa Jazakum Allahu Khairan (And you too, May Allah reward you too with good)
Sahih Ibn Hibban, 7436 -Hasan
☆▬▬▬▬ஜ۩۞۩ஜ▬▬▬▬☆
Aye imaan waalo Allah ki itaat karo aur uske Rasool ki itaat karo aur apne Amalo ko Baatil na karo🌴
Jo Bhi Hadis Aapko Kam Samjh Me Aaye Aap Kisi Hadis Talibe Aaalim Se Rabta Kare !
🌹JazakAllah Khaira Kaseera🌹
No comments:
Post a Comment