find all Islamic posts in English Roman urdu and Hindi related to Quran,Namz,Hadith,Ramadan,Haz,Zakat,Tauhid,Iman,Shirk,daily hadith,Islamic fatwa on various topics,Ramzan ke masail,namaz ka sahi tareeqa

Maa-Baap Ki Khidmat Karna Bhi Jihad Hai.

MAAN BAAP KI KHIDMAT KARNA BHI JIHAD HAI.


  قَالَ:‏‏‏‏ سَمِعْتُ عَبْدَ اللَّهِ بْنَ عَمْرٍو رَضِيَ اللَّهُ عَنْهُمَا، ‏‏‏‏‏‏يَقُولُ:‏‏‏‏ جَاءَ رَجُلٌ إِلَى النَّبِيِّ صَلَّى اللَّهُ عَلَيْهِ وَسَلَّمَ فَاسْتَأْذَنَهُ فِي الْجِهَادِ، ‏‏‏‏‏‏فَقَالَ:‏‏‏‏ ""أَحَيٌّ وَالِدَاكَ""، ‏‏‏‏‏‏قَالَ:‏‏‏‏ نَعَمْ، ‏‏‏‏‏‏قَالَ:‏‏‏‏ ""فَفِيهِمَا فَجَاهِدْ"".  
Roman Urdu
  Hazrat Abdullah bin Amr radiyallahu anhu farmate hain ke ek sahabi Nabi Kareem sallallahu alaihi wasallam ki khidmat mein hazir huye aur Aap sallallahu alaihi wasallam se ' Jihad ' mein shirkat ki ijazat chahi. Aap sallallahu alaihi wasallam ne unn se poocha " Kya tumhare Maan baap zinda hai?" Unhone kaha ke ji haan! Aap sallallahu alaihi wasallam ne farmaya " Phir unhi mein Jihad karo. ( yani unn ko khush rakhne ki koshish karo )."
  URDU
  حضرت عبداللہ بن عمرو رضی اللہ عنہما سے فرماتے ہیں کہ ایک صحابی نبی کریم صلی اللہ علیہ وسلم کی خدمت میں حاضر ہوئے اور آپ صلی اللہ علیہ وسلم سے جہاد میں شرکت کی اجازت چاہی۔ آپ صلی اللہ علیہ وسلم نے ان سے دریافت فرمایا ”کیا تمہارے ماں باپ زندہ ہیں؟“ انہوں نے کہا کہ جی ہاں! آپ صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا ”پھر انہیں میں جہاد کرو۔  ( یعنی ان کو خوش رکھنے کی کوشش کرو ) ۔“
 English
  Narrated `Abdullah bin `Amr radiyallahu anhu A man came to the Rasoolullah sallallahu alaihi wasallam asking his permission to take part in Jihad. The Rasoolullah sallallahu alaihi wasallam asked him, Are your parents alive? He replied in the affirmative. The Rasoolullah sallallahu alaihi wasallam said to him, Then exert yourself in their service.
 *Sahih Bukhari
 *Hadith # 3004..
       ☆▬▬▬▬ஜ۩۞۩ஜ▬▬▬▬☆
*Aye imaan waalo Allah ki itaat karo aur uske Rasool ki itaat karo aur apne Amalo ko Baatil na karo.
Jo Bhi Hadis Aapko Kam Samjh Me Aaye Aap Kisi  Hadis Talibe Aaalim Se Rabta Kare !
  JazakAllah  Khaira Kaseera.
Share:

No comments:

Post a Comment

Translate

youtube

Recent Posts

Labels

Blog Archive

Please share these articles for Sadqa E Jaria
Jazak Allah Shukran

Most Readable

POPULAR POSTS