Hadith : Buzurg Musalman ki ezzat karna Allah subhanhu ki tazeem ka ek hissa hai
Hazrat Abu Musa Ashari Radi Allahu Anhu se rivayat hai ki Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi wasallam ne farmaya Allah subhanahu ki tazeem ka hissa ye bhi hai ki safed baalo wale musaman (yani Buzurg) ki ezzat ki jaye, aur Quran karim ke hamil yani Hafiz aur Aalim ki bhi ezzat ki jaye siwaye usmein gulu aur kamee karne walo ke aur aadil baadshah ki bhi ezzat ki jaye
Sunan Abu Dawud, Jild 3,1415-Sahih
----------------
رسول اللہ صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا اللہ سبحانه کی تعظیم کا حصّہ یہ بھی ہے کی سفید بالوں والے مسلمان کی عزت کی جائے اور قرآن کریم کے حامل یعنی قرآن کے حافظ اور عالم کی بھی عزت کی جائے سواۓ اس میں غلو کرنے والے کے اور اس سے دور ہونے والے کے اور عادل بادشاہ کی بھی عزت کی جائے
سنن ابو داوود ، جلد ٣ ، ١٤١٥-صحیح
----------------
Narrated AbuMusa al-Ash'ari Radi Allahu Anhu The Prophet ﷺ said: showing honour to a grey-haired Muslim and to one who can expound the Qur'an, but not to one who acts extravagantly regarding it, or turns away from it, and showing honour to a just ruler is the part of the Glorifying Allah
Sunan Abu Dawud, Book 42, 4825-Sahih
Aye imaan waalo Allah ki itaat karo aur uske Rasool ki itaat karo aur apne Amalo ko Baatil na karo
Jo Bhi Hadis Aapko Kam Samjh Me Aaye Aap Kisi Hadis Talibe Aaalim Se Rabta Kare
JazakAllah Khaira Kaseera
No comments:
Post a Comment