NEKI KI TARAF REHNUMAI KARNE WALE KA SAWAB
Abu Mas'ood ansari Raziyallahu anhu farmate hain ke aek aadmi nabi sallallahu alaihi wa sallam ke pas aaya aur kaha meri sawari halak ho chuki hai aap mujhe koi sawari de dijiye, aap ne farmaya: mere pas sawari nahi hai, aek aadmi ne kaha My is aadmi ko aise aadmi ka pata de sakta hu jo ise sawari de sakta hai ,Aap ne farmaya: *neki ka hukm dene wale ko neki karne wale ke barabar sawab hai.
📖 MUSLIM: 1893 📚
SAHEEH HADEES
No comments:
Post a Comment