find all Islamic posts in English Roman urdu and Hindi related to Quran,Namz,Hadith,Ramadan,Haz,Zakat,Tauhid,Iman,Shirk,daily hadith,Islamic fatwa on various topics,Ramzan ke masail,namaz ka sahi tareeqa

Cheenk Aane Pe Jo Alhamdulillah Kahe Usi Ko Jawab Dena Chahiye.

Cheenk aane par jo Alhamdulillah kahe sirf usee ko YarhamakAllah kah Kar Jawab dena  chahiye.
Rasool-Allah Sallallahu Alaihi Wasallam ke paas do admiyon ko cheenk aayee Aap Sallallahu Alaihi Wasallam ne Ek ki cheenk par dua di (yani yarhamakAllah kaha) aur dusre ki cheenk Ka Aap Sallallahu Alaihi Wasallam ne Jawab nahi diya , usne Kaha Ya Rasool-Allah Sallallahu Alaihi Wasallam Aap ne uski cheenk par dua di aur meri cheenk par Aap ne dua Nahi di, to Rasool-Allah Sallallahu Alaihi Wasallam ne farmaya unko cheenk aayee to unhone Allah Subhanahu ki hamd bayan ki aur aapko cheenk aayee to aapne Allah Subhanahu ki hamd bayan nahi ki
Jamia Tirmaizi, Jild 2,640-Sahih
------
نبی اکرم صلی اللہ علیہ وسلم کے پاس دو آدمیوں کو چھینک آئی، آپ نے ایک کی چھینک پر دعا دی  (یعنی يرحمك الله کہا )اور دوسرے کی چھینک کا آپ نے جواب نہیں دیا، تو جس کی چھینک کا آپ نے جواب نہ دیا تھا اس نے کہا:اے  اللہ کے رسول آپ نے  ان کی چھینک پر  دعا دی اور میری چھینک پر آپ نے مجھے  دعا نہیں دی تو  رسول اللہ صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا انہونے چھینک آنے پر اللہ سبحانه  کی حمد بیان کی اور ( آپ کو  چھینک آئی تو ) آپ  نے اس  کی حمد نہ کی
جامع ترمذی جلد ۲ حدیث ٦٤٠ صحیح
Two men sneezed in the presence of the Prophet (ﷺ); he responded to one of them (By saying YarhamakAllah) and did not respond to the other. The one who was not responded to said: O Messenger of Allah ﷺ You responded to this person and did not respond to me ? So the Messenger of Allah (ﷺ) said: He praised Allah while you did not praise Him.
Jamia Tirmizi,Book 41, 2742-Sahih
       ☆▬▬▬▬ஜ۩۞۩ஜ▬▬▬▬☆
Aye imaan waalo Allah ki itaat karo aur uske Rasool ki itaat karo aur apne Amalo ko Baatil na karo

Jo Bhi Hadis Aapko Kam Samjh Me Aaye Aap Kisi  Hadis Talibe Aaalim Se Rabta Kare !
  JazakAllah  Khaira Kaseera

Share:

No comments:

Post a Comment

Translate

youtube

Recent Posts

Labels

Blog Archive

Please share these articles for Sadqa E Jaria
Jazak Allah Shukran

Most Readable

POPULAR POSTS