find all Islamic posts in English Roman urdu and Hindi related to Quran,Namz,Hadith,Ramadan,Haz,Zakat,Tauhid,Iman,Shirk,daily hadith,Islamic fatwa on various topics,Ramzan ke masail,namaz ka sahi tareeqa

Kya Guroor Karne wale Log Jannat me jayenge?

Takabbur Karne wale Shakhs Kabhi Jannat me nahi jayenge.
Guroor Karne Yani Ghamandi Log Jannat me nahi Ja Sakte hai?
       ┄─═✧═✧═✧═✧═─┄
         *Bismillahirrahmanirrahim*
       ┄─═✧═✧═✧═✧═─┄
  Takabbaur Karne Wale
♥Al Quran : Logon se apna rukh na pher aur Zameen par itra kar na chal beshak ALLAH kisi Takabbaur karne wale, itrane wale ko pasand nahi karta.
- 📖 {Surah Luqman, (31), # 18}

*📚Hadees:* Hazrat Abdullah Radi Allahu Anhu se rivayat hai ki Rasoolullah ﷺ ne farmaya jannat mein wo shaksh dakhil nahi hoga jiske dil mein Rayee ke dane ke barabar bhi takabbur mojud hai aur jahannam mein wo shaksh bhi dakhil nahi hoga jiske dil mein rayee ke dane ke barabar bhi Imaan hai.
-📔 (Ibn Majah, 59) (Muslim, 266)
❁〰〰〰〰〰〰〰〰〰❁

,  جو لوگ جھک جاتے ہیں وہ کمزور نہیں ھوتے بس ان میں رشتوں کو نبھانے کی چاھت دوسروں سے زیادہ ھوتی ھے:
محبتیں اعزاز ھوتی ہیں خیرات نہیں اور محبتیں
نصیب سے ملتی ہیں اوقات سے نہیں.

जो लोग झूक जाते है वह कमजोर नहीं होते बस उन में रिश्तों को निभाने की चाहत दूसरो की बनिस्बत ज्यादा होती है। मोहब्बतें आजाज होती है खैरात नहीं और मोहब्बतें नसीब से मिलती है औकात से नहीं।

Share:

No comments:

Post a Comment

Translate

youtube

Recent Posts

Labels

Blog Archive

Please share these articles for Sadqa E Jaria
Jazak Allah Shukran

Most Readable

POPULAR POSTS