Find All types of Authentic Islamic Posts in English, Roman Urdu, Urdu and Hindi related to Quran, Namaz, Hadeeth, Ramzan, Haz, Zakat, Tauhid, Iman, Shirk, Islah-U-Nisa, Daily Hadith, Hayat-E-Sahaba and Islamic quotes.

Gunah Karne wale ke dil me Ek Kala Nukta Dal diya jayega.

Jo log Gunah Karte Hai unke Dilo pe Mehar Laga diya jayega.
*Bismilahirrahmanirrahim*
------------------------------------------
Gunah karne ki Wajah se dil me Ek Kala Nukta Pad jata hai.
------------------------------------------
Nabi kareem ﷺ ne farmaya: jab momin koi gunah karta hai to uske dil mein ek siyah nuqta ( kala daag ) lag jata hai, agar woh tauba kare, baaz aa jaye aur maghfirat talab kare toh uska dil saaf kar diya jata hai, aur agar woh ( gunah mein ) barhta chala jaye to phir woh dhabba bhi barhta jata hai, yeh wohi zang hai jis ka zikar Allah taala ne apni kitaab (Quran) mein kiya hai : _hargiz nahi balkay unke buray aamaal ne unke dilon par zang pakar liya hai jo woh karte hain._ [surat-ul-Mutafifeen 83:14].*

📚 _sunan ibne majah: jild 6, kitab Az-zuhd 37, hadith no. 4244*_
*Grade sahih*
------------------------------------------------

Share:

No comments:

Post a Comment

Translate

youtube

Recent Posts

Labels

Blog Archive

Please share these articles for Sadqa E Jaria
Jazak Allah Shukran

POPULAR POSTS