find all Islamic posts in English Roman urdu and Hindi related to Quran,Namz,Hadith,Ramadan,Haz,Zakat,Tauhid,Iman,Shirk,daily hadith,Islamic fatwa on various topics,Ramzan ke masail,namaz ka sahi tareeqa

Gusse ke Waqt Padhi Jane wali Dua.

Gusse ke waqt khud ko kaise Ikhtiyar me kare?
*Bismilahirrahmanirrahim* 
------------------------------------------
Gusse ko Qabu me karne ki dua*
------------------------------------------
Sulaiman bin sard Radi Allahu Anhu ne bayan kiya ki Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi wasallam ki khidmat mein baitha hua tha aur qareeb hi do aadmi aapas mein gaali galoch kar rahe they ki ek shakhs ka munh surkh (lal) ho gaya aur gardan ki ragein phool gayeen. Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi wasallam ne farmaya ki mujhe ek aisa kalima malum hai ki agar ye (ya koi aur) shakhs usko parh le to is ka gussa jata rahe ga.*

*أَعُوذُ بِاللَّهِ مِنَ الشَّيْطَانِ الرَّجِيمِ*
*Auzubillahi Min Ash-Shaitanirrajeem*

*✨Tarjuma: Main panah mein aata hu Allah ki shaitan mardud se*

*🔰Sahih Muslim Jild 6, 6648*

*🌹 AL Quran :  Jab tum Quran padhne lago to Shaitan mardood se Allah ki panah mein aa jaya karo (yani pahle Auzubillahi-Minash-shaitanirrajeem padh liya karo)*

Surah An-Nahal (16), Aayat 98*
-----------------------------------

Share:

No comments:

Post a Comment

Translate

youtube

Recent Posts

Labels

Blog Archive

Please share these articles for Sadqa E Jaria
Jazak Allah Shukran

Most Readable

POPULAR POSTS