find all Islamic posts in English Roman urdu and Hindi related to Quran,Namz,Hadith,Ramadan,Haz,Zakat,Tauhid,Iman,Shirk,daily hadith,Islamic fatwa on various topics,Ramzan ke masail,namaz ka sahi tareeqa

Aaj ki Pyari Hadees.

*🍂🌿🍂🌿    ﷽    🌿🍂🌿🍂*

🔅 🔆 *Aaj ki pyari hadees !* 🔆 🔅

 

*Anas raziyallahu anhu ne kaha ke : Nabi sallallahu álayhi wasallam ne kisi qabr se ek aawaaz suni to puucha : ye kab mara hai ? Logo ne kaha : zamana e jahiliyat me mara hai,aap is baat se khush howe,aur farmaya : agar ye dar na hota ke tum ek dosre ko dafan karna chod doge,to mai Allah ta ala se dua karta ke wo tumeh azaab e qabr suna de -*

English

*It was narrated from Anas that the Prophet heard a sound from a grave and said:*
*"When died this man die?" They said: "he died during the Jahiliyyah." So he was delighted and said: "Were it not that you would not bury one another, I would have prayed to Allah to make you hear the torment of the grave."*

Grade : Sahih (Darussalam)

[ Sunan an-Nasa'i : 2058 ]
---------------------------------------

Share:

No comments:

Post a Comment

Translate

youtube

Recent Posts

Labels

Blog Archive

Please share these articles for Sadqa E Jaria
Jazak Allah Shukran

Most Readable

POPULAR POSTS