Beedi cigarette (tobaco) roze ki halat me peena..
Beedi, Tambako ya Cigarettes wagairah Pina, Drinking aur Smoking karna kaisa hai?Kya Aurat Periods ki halat me Quran Padh sakti hai?
Kya Na Paki ki Halat me Sehri kha Sakte hai?
Hamila (Pregnant) Aurat ke liye Roze ka Hukm.
Sawaal:
SAWAL ROZE KI HALAT ME BEEDI ,CIGARETTE YA HUKKA PEENA KAISA HAI??
✿Jawaab:✿
Pehli baat to yeh yaad rakhen ki Cigarette, beedi aur huqqa yeh sab haraam hain aur in ke haraam hone mein koi shak nahi hai chaahe roze ki halat mein piyen ya roze ke alawah kisi aur halat mein piyen kiunki in mein nasha hota hai. Tafseel is thread mein dekh len:
http://romanquranohadees.com/index.php?threads/kya-islam-me-cigarette-pina-aur-tambaku-khana-jayez-hai.383/
Cigarette, huqqa aur beedi se roza toot jaata hai kiunki us mein dhuwan pet aur me'de tak pahunchta hai.
Wallahu A'lam.
Please Share with Our Muslims Brother and Sister.
------------------
Understanding
ReplyDelete