AALAM E BARZAKH - Part 28
PICHLE PART - 27 ME HAM YE SABIT KIYE KI INSAN KA JISM BADLI HUI SHAKL ME QABR ME MOJUD HOTA HAI AGARCHE WO HAME DIKHAYI NAA DE
➡ JAISE PANI JAB PANI KI SHAKL ME THA TO DIKHAYI DE RAHA THA PAR JAB *BHANP* BAN GAYA TO DIKHAYI NAHI DETA WAISE HI INSAN MANUS SHAKL ME THA TO DIKHAYI DE RAHA THA JAB USNE APNI SHAKL CHANGE KI AUR MITTI KE JARR'AAT SE MIL GAYA TO DIKHAYI NAHI DE RAHA PAR WO Maujud REHTA HAI.
➡ TO AGAR USKE UPAR AZAB HO YA JANNAT KI KHIDKIYA USKE LIYE KHOL DI JAYE TO ISME HAIRAANI KI BAAT KYA HAI ??
➡ WO INSANI LAASH BILKUL USSI TARAH SE HAI JAISE PAANI BHANP HO GAYA TO ISPE AZAB AUR SAWAB HO USME KOI HAIRAAN AUR PARESHAN HONE WAALI BAAT NAHI HAI.
No comments:
Post a Comment