find all Islamic posts in English Roman urdu and Hindi related to Quran,Namz,Hadith,Ramadan,Haz,Zakat,Tauhid,Iman,Shirk,daily hadith,Islamic fatwa on various topics,Ramzan ke masail,namaz ka sahi tareeqa

Tohfa-E-Nikaah (Part 33) Biwi ke Rishtedaton ke Sath Kaisa Suluk Karna Chahiye?

▫ بِسْمِ ٱللهِ ٱلرَّحْمٰنِ الرَّحِيْم ▫

Tohfa-e-Nikaah Part - 33

Biwi Ke Rishtedaaron Ke Saath Bhi Achchha Bartaao Karna Chaahiye
Aurat ke maa baap, bhai bahan aur doosre rishtedaar; shohar ke bhi rishtedaar hote hain, lihaaza jis tarah se shohar par apne rishtedaaron ke saath achchha bartaao karna zaroori hai, isi tareeqe se biwi ke rishtedaaron ke saath bhi sila rahmi aur achchha muaamla karna shohar par zaroori hai.
Qur'aan mein Allah Ta'ala farmaate hain: Apne waalidain ke saath achchha sulook karo aur rishtedaaron ke saath bhi. (Sura-e-Nisa: 36)
*●♧●---------☆---■---☆--------●♧●
*لَآ اِلٰهَ اِلَّا اللّٰهُ مُحَمَّدٌ رَّسُوْلُ اللّٰهِؕ*
*"Main Gawahi deyta ho Allah k siwa koi Mabood nahi Aur Hazrat Muhammad Mustafa (ﷺ)  Allah k Rasool hain"*
*"lā ilaha illa Allahu, Muhammad ur-rasul Ullah"*
*There is none worthy of worship but Allah, Muhammad [peace be upon him] is the messenger of Allah.*
Share:

No comments:

Post a Comment

Translate

youtube

Recent Posts

Labels

Blog Archive

Please share these articles for Sadqa E Jaria
Jazak Allah Shukran

Most Readable

POPULAR POSTS