Islam me Zina Karne wale ki Saja Kya Hai?
Islam me Zina ki saja aur Zaniya ka kaffara.
Zina ki saza Islam mein
Zina karne wale ki Saja kya hai? Sahdishuda ya Gair Shadi-Shuda.
﷽
Aaj ki pyari hadees
Ibne umar ne kaha ke : Nabi sallallahu alaihi wasallam ne (gair shadishuda zaani aur zaaniyah Ko) kode lagaye aur shaehr badar kiya abu Bakr raziyallahu anhu ne bhi kode lagaye aur shaehr badar kiya,aur Umar raziyallahu anhu ne bhi kode lagaye aur Shaher badar kiya -
English
Narrated Ibn 'Umar:
That the Messenger of Allah (ﷺ) lashed and banished, Abu Bakr lashed and banished, and 'Umar lashed and banished.
Grade: Sahih (Darussalam)
[ Jami` at-Tirmidhi : 1438 ]
---------------------------------------







No comments:
Post a Comment