KGN ka Meaning Kya HAi?
KGN* Yani ek aisa word jo Hindustan, Pakistan aur Bangladesh k ziyadatar log jante hain..._
KGN ka pura maane hota hai..
K= Khawaza
G= Garib
N= Nawaz
G= Garib
N= Nawaz
Khawaza Moinuddin Chishty ko log Garib Nawaz k naam se jante hai....
Toh kya sahih me yeh Garib Nawaz hai...
Aaiye dekhen Quran me Allah ne kya Farmaya hai...*
GARIB NAWAZ KOUN*❓❓❓
*(Garibon Aur Bandon Ko Nawazne Waala)*
"Aye logo! *Tum Allah kay mohtaj ho* aur Allah be-niyaz khoobiyon wala hai."
*Surah Fatir Aayet 15*
Is aayet me Allah ne kaha hai , Hum sab Usske mohtaaj hain...
Toh kya Koi aur kisi ko nawaz sakta hai...❓❓
*BILKUL NAHI...*
Toh kya Koi aur kisi ko nawaz sakta hai...❓❓
*BILKUL NAHI...*
PHIR ALLAH NE QURAN ME KAHA HAI...
*DAATA KOUN*❓❓❓
*(Sab Kuchh Dene Waala)*
*(Sab Kuchh Dene Waala)*
"(Allah) Jise Chahta Hai Betiyan Deta Hai, Jise Chahta Hai Bete Deta Hai, Jise Chahta Hai Bete Betiyan Mila Jula Kar Deta Hai, *Aur Jise Chahta Hai Baanj Rakh Deta Hai"*
*Surah Shoora 42: Aayet 49-50*
Iss aayet k baad bhi log khawaza k Dargah par jaate hai..
*Aulad*mangne k liye....
Yahi nahi waha k Pahar k uper se ek pedh (Tree) ka Phal (Fruit) le kar aate hai jinhe aulad nahi hota ussko chandni raat me khilane k liye...
*Aulad*mangne k liye....
Yahi nahi waha k Pahar k uper se ek pedh (Tree) ka Phal (Fruit) le kar aate hai jinhe aulad nahi hota ussko chandni raat me khilane k liye...
*Allah ne Quran me kaha hai...*
Aur zinde aur murde barabar nahi ho sakte , Allah ta'ala jis ko chahata hai suna deta hai , *Aur Aap un logo ko nahi suna sakte jo qabro me hai.*
*Surah Fatir ayat 22*
Phir log Khawaza ko aur tamam Murde ko sunane k liye (Jo Qabr me hai) jee-jaan laga dete hai
*Allah ka Elaan*
Jin logo ne hamari Aayato ko jhutlaya aur un se taqabbur kiya un k liye *Aasmaan k darwaze na khole jayenge aur woh log kabhi jannnat me NA jayenge* jab tak k oont soee k naake k Andar se na chala jaye aur hum mujrim logo ko aisi hi saza dete hain .
* Surah Al Aaraf aayat 40*
*Yeh sab Shirk hai.*
*Yad Rakhe Shirk karne wala hamesha hamesha ke liye jahannum me rahega..*
No comments:
Post a Comment