jab Murde Ke Jism Me Rooh wapas KAr di jati hai Tab Murda Duniya Me Kyu Nahi Bhagta?
AALAM E BARZAKH - Part 35
AB KUCH SAWALO KE JAWABAT MULAHIZA FARMAYE
1SAWAL - 1
AAPNE YE KAHA KI KABR ME AZAB JAB HOTA HAI TO MURDE KO USKI ROOH SIJJIN SE WAPAS BADAN ME LOUTA DI JATI HAI TO SAWAL YE HAI KI JAB ROOH LOUTA DI JATI HAI TO MURDE KO ZINDA HO JANA CHAHIYE AUR AALAM E BARZAKH SE AALAM E DUNIYA KI TARAF BHAGNA CHAHIYE, LEKIN AISA NAHI HOTA USKI KYA WAJAH HAI ❓❓_

✅ JAWAB - 1
_JAB INSAN NIND KI HALAT ME HOTA HAI TO USKE JISM SE ROOH E NAFSANI BAHAR NIKAL JATI HAI AUR DIGAR JAHANO KI SHER KARTI HAI, LEKIN WO APNE JISM SE EK HALKA SA RABTA
ZAROOR RAKHTI HAI, AUR YAHI WAJAH HAI KI ROOH KE JISM SE NIKAL JANE KE BAAD BHI INSANI JISM KI PURI MACHINERY HARKAT ME REHTI HAI, DIL APNA KAAM KARTA HAI, BLOOD KA CIRCULATION CHALTA REHTA HAI, INSAN KARWATE LETA REHTA HAI, SAANS AATI - JATI REHTI HAI, LEKIN HOSH O HAWAS KAIM NAHI REHTE, BAHAR DUNIYA ME KYA HO RAHA USKO PATA NAHI HOTA, AISE HALAT ME AGAR GOUR KIYA JAYE TO IS HALAT ME INSAN MOUT SE BILKUL KAREEB REHTA HAI, AALAM E BARZAKH ME MUA'MLA ISSE ULTA HAI MOUT KE WAKT INSAN KE BADAN SE ROOH NIKAL JATI HAI, NIKALNE KE BAAD BHI APNA RABTA(CONTACT) ZAROOR RAKHTI HAI JISM SE LEKIN YE CONTACT BADAA HALKA HOTA HAI, KHWAB ME ZINDAGI KE AASAR GALIB HOTE HAI AUR BARZAKH ME MOUT KE AASAR GALIB HOTE HAI, YE FARK HAI HAYAT E BARZAKHI AUR HAYAT E DUNYAWI ME, DUNIYA ME JAB ROOH BADAN SE NIKLATI HAI TO USKA CONTACT GEHRA HOTA HAI JISM SE JAB MOUT ME ROOH NIKALTI HAI TO JISM SE CONTACT BADAA HALKA HO JATA HAI, LIHAZA HAMARA YE DAWA SAHI SABIT HUA KI HAYAT E DUNIYA ME INSAN PE ZINDAGI KE AASAR GALIB HOTE HAI AUR BARZAKH ME MOUT KE AASAR GALIB HOTE HAI, HALAT E KHAWAB ME INSAN MOUT SE BILKUL KARIB HOTA HAI LEKIN MURDA NAHI HOTA ZINDA HOTA HAI, JAB KI HALAT E BARZAKH ME INSAN ZINDAGI SE KAREEB HOTA HAI LEKIN ZINDA NAHI HOTA, ROOH JAB USKO LOUTAI JATI HAI TO WO ZINDA NAHI HOTA LEKIN ZINDA HONE KE KAREEB HOTA HAI, KYUKI DUNIYAWI ZINDAGI SE ULTA(OPPOSE) HAI BARZAKHI ZINDAGI KA MUA'MLA._
☑ ISLIYE JAB USKO ROOH LOUTAYI JATI HAI AZAAB KE LIYE TO WO ZINDA NAHI HOTA AUR AALAM E DUNIYA KI TARAF NAHI BHAGTA.

HAMARA JAWAB SABIT HUA, ALHMDULILLAH.
Continue.........
No comments:
Post a Comment