find all Islamic posts in English Roman urdu and Hindi related to Quran,Namz,Hadith,Ramadan,Haz,Zakat,Tauhid,Iman,Shirk,daily hadith,Islamic fatwa on various topics,Ramzan ke masail,namaz ka sahi tareeqa

Kya chand Garhen ya suraj Garhen ke waqt khawateen ko chalte Rahna chahiye?

Kya Chand Ya suraj Garhan K Waqt Hamlah Aurat Ko Chalte Rahna Chahiye ?

Ulmaye Kiraam Is MuAmilah Mein Rehnumayi Farmaye'n Ke Chaand Aur Suraj Gahan Ke Dauraan Hamal Wali Aurat Kya So Nahi Sakti Aur Ghar Ke Bahar Nahi Ja Sakti
Ulmaye Kiraam Jaldi Jawab Ata Farmaye'n Kyunke Aaj Raat Chaand Gahan Hai. Jaisa Ke News Ke Zariye  Khabar Lagi Bahot Maherbani Hogi 
_Wa Alaikumussalam Wa_
_Rahmatullahe WaBarakatuhu_
*Tasweer ya video hrgiz send na kren*
    jwaab
*Hazrat Aallama Mufti Muneebur -Rahmaan Sahab Qiblah Tehreer Farmate Hain Ke,*
*Ye Kahyaal Shar'an Bilkul Baatil Aur Ghalat Hai*  ```Ke Suraj Ya Chaand Garhan Ke Mauqa Par Khawateen BilKhusoos Hamilah Khawateen Par Koi Asar Murattab Hote Hain Ya Unhe'n us Waqt Chalte Phirte Rehna Chahiye``` (Sona Nahi Chahiye) *In Tawahhumaat Ki SharAn Koi Haisiyat Nahi.* Haan Khawateen Ko Bhi Chahiye Ke *_Namaz , Zikr , Tauba-O-Istighfaar Aur Tasbeeh -O- Tehmeed Mein Mashghool Rahe'n._*
*(Tafheemul Masayil  , J:6 , S:47)*
*______________________________
Share:

No comments:

Post a Comment

Translate

youtube

Recent Posts

Labels

Blog Archive

Please share these articles for Sadqa E Jaria
Jazak Allah Shukran

Most Readable

POPULAR POSTS