find all Islamic posts in English Roman urdu and Hindi related to Quran,Namz,Hadith,Ramadan,Haz,Zakat,Tauhid,Iman,Shirk,daily hadith,Islamic fatwa on various topics,Ramzan ke masail,namaz ka sahi tareeqa

WhatsApp ke DP ya Status Par Apni Picture Rakhna Kaisa hai?

WHATSAPP ke DP ya STATUS par apni photograph(s) rakhna kaisa hai?

BismillahirRahmanNirRaheem
♠ Ye hargiz durust nahi hai *KHAS KARKE LADIES KE LIYE.
♠Dekha jaraha ke aajkal Ladkiya aur Auratein Whatsapp ke DP aur Status par apni photographs rakh rahi hai.
Isme nuqsan ye hai ke....
*1. Sabse pahle aisa karna BEPARDAGI hai aur Auratein ke liye bepardagi karna KABIRA GUNAH hai.
*2. Be-hayayi aur fahashi ki taraf logo ko dawat dene jaisa hai.
*3. Whatsapp Company ke World wide Multiple DATABASE SERVERS hote hai. Apka data ek se zyada Server par backup ke liye store kiya jata hai isliye aap agar DP par ki photo REMOVE bhi kar diye to bhi dusre kisi na kisi database server par apke pics store rahenge aur Whatsapp company apke pics ka NAJAYEZ fayda utha sakti hai.
♠Yehi problem FACEBOOK aur digar SOCIAL MEDIA ke sath hota hai.
♠Isliye aap Social media par apne pics Na rakhe.
Allahu Aalam Bis-Sawab.
Share:

1 comment:

Translate

youtube

Recent Posts

Labels

Blog Archive

Please share these articles for Sadqa E Jaria
Jazak Allah Shukran

Most Readable

POPULAR POSTS