find all Islamic posts in English Roman urdu and Hindi related to Quran,Namz,Hadith,Ramadan,Haz,Zakat,Tauhid,Iman,Shirk,daily hadith,Islamic fatwa on various topics,Ramzan ke masail,namaz ka sahi tareeqa

Islam Me Shauher ke Huqooq Biwi Par.

Shauhar Ke Bhi Biwi Ke Zimme Kuch Huqooq Hain

Jo Is Qur'ani Ayat Jo Surah Baqarah 228 Me Mazkoor Hai
Aur Is Farmaan E Nabawi Sallalahu alaihiwasallam
"Yaqinan Tumhare Liye Tumhari Biwion Ke Zimme Huqooq Hain
Sunan Tirmzi Hadith No 1163, Sunan Ibn Majah Hadith No. 1851
1⃣ BIWI KO ACCHHAI ME SHAUHAR KI FARMA'BARDARI KARNA chahiye
Islami Baheno
Tum Par Tumhare Shauhar Ki Acchaayi Me Farma'bardari Karna Farz Hai
Hazrat Abu Hurairah Raz. Se Marwi Hai Ke Nabi E Akram Sallalaho Alaihi Wasallam Ne Farmaya
"Agar Aurat 5 Namazein Ada Kare
Apni Sharm'gaah Ki Hifaazat Kare
Aur Apne Shauhar Ki Farma'bardari Kare
Toh Jannat Ke Jis Darwaaze Se Chaahegi Daakhil Ho Jaayegi
Musnad Ahmad Hadith No. 1664 Ibn Majah Hadith No 1296
Allah se dua h k wo hame kehne sunne se zyada Amal ki taufeeq ata farmaye ameen ya rabbul alameen 
Islam ME Biwiyo KE Huqooq (PArt 3) 

Share:

No comments:

Post a Comment

Translate

youtube

Recent Posts

Labels

Blog Archive

Please share these articles for Sadqa E Jaria
Jazak Allah Shukran

Most Readable

POPULAR POSTS