_*🌹🍃AssLamU alAikUm wa*_
_*RahAmaTulLahI wa*_
_*BarAkatahU🍃🌹*_
______________________________
*🌹Bismillahirrahmanirrahim🌹*
*👉Jab farz namaz ki takbir (iqamah) ho jaye to farz namaz ke siwa koi aur namaz nahi padhni chahiye🌹🍃*
*👉Abu hurairah Radi allahu anhu se rivayat hai🌹🍃*
*👉Rasool-Allah sallallahu alaihi wasallam ne farmaya🌹🍃*
*👉Jab farz namaz ki takbir (iqamat) ho jaye to farz namaz ke siwa koi aur namaz nahi padhni chahiye🌹🍃*
*👉📘Sahih Muslim, Jild 1, 1644*
*👉Ibn buhaina Radi Allahu Anhu se rivayat hai ki🌹🍃*
*👉Ek baar subah ke namaz ki takbir hone lagee aur🌹🍃*
*👉Rasool-Allah Sallallahu Alaihi wasallam ne🌹🍃*
*👉Dekha ki ek shakhs namaz padh raha hai aur muazzin takbir kah raha hai to🌹🍃*
*👉Rasool-Allah Sallallahu Alaihi wasallam ne faramya🌹🍃*
*👉Ki kya tum subah ki 2 rakat (farz) padhte ho🌹🍃*
*👉📘Sahih Muslim, jild 1, 1650*
*👉Abdullah bin Sarjis Radi Allahu Anhu se rivayat hai ki🌹🍃*
*👉Ek shaks masjid mein aaya Rasool-Allah Sallallahu Alaihi wasallam subah ki farz namaz padha rahe they usne masjid ke kinare par do rakaat sunnat padhi aur phir Rasool-Allah Sallallahu Alaihi wasallam ke saath sharik ho gaya jab Aap Sallallahu Alaihi wasallam ne salam phera to farmaya eh falah tumne farz namaz kisko gina🌹🍃*
*👉Jo akele padhi wo ya jo hamare saath padhi wo🌹🍃*
*👉📘Sahih Muslim, jild 1, 1651*
______________________________
_*🎙By-ShaMim AlaM*_
No comments:
Post a Comment