Un Ulema se ilm Hasil Na kare jo Awwam ko sirf "Fiq'hi Masail" aur Siyasat" me Fasakar rakhte hai dusri taraf "Manhaj aur Aqaeed" ke Masail ko NAZAR-ANDAAZ kar dete hai halanke ek Muslim ke liye JANNAT me dakhile ke liye SAHIHUL MANHAJ AUR SAHIHUL AQEEDAH ko apnana FARZ hai.
ℹ *Jitne bhi "Ahle Bidat aur Ahlul Raay" wale Ulema hai jaisa ke ULEMA-E-SHIA, BARELWI, DEOBANDI, aur JAMAT-E-ISLAMI, TANZIME ISLAMI wagaira ye sab Fi'qhi masail aur Siyasat par bahes karte hai. unko parwah nahi hoti hai ke Awwam Shirk Wa Bidat me dube.
ℹ Is Ummat me Firqa-Bandi Fiq'hi masail me Ikhtilaaf ke wajah se nahi hui hai balke Firqa-Bandi ki wajah Musalmano ke darmiyan "Manhaj aur Aqaeed" me Bigaad aane se hui hai.*_
ℹ *_Agar ham saare Musalman Apne Manhaj aur Aqaeed me Rasulullah (SallallahuA'layhiWaSallam) aur Sahabah (RadhiAllahu) ki itteba karne lag jaye to "Firqa-Bandi" 2 mins me khatam hojayegi.
No comments:
Post a Comment