find all Islamic posts in English Roman urdu and Hindi related to Quran,Namz,Hadith,Ramadan,Haz,Zakat,Tauhid,Iman,Shirk,daily hadith,Islamic fatwa on various topics,Ramzan ke masail,namaz ka sahi tareeqa

Jo kuchh duniya mein hai wo maloon hi Siwaye Allah Subhanahu Tala ke Zikr ke...

*🌸Bismillahirrahmanirrahim🌸*

✦ *🌹Hadith : Jo kuch duniya mein hai wo maloon (lanat kiya hua) hai siwaye Allah Subhanahu ke zikr ke aur....🌹*
------------
*🌹Abu Hurairah Radi Allahu anhu se rivayat hai ki RasoolAllah Sallallahu Alaihi wasallam ne farmaya duniya maloon (yani lanat ki huyee ) hai aur jo kuch duniya mein hai wo bhi maloon hai , siwaye Allah Subhanahu ke zikr ke aur jisko Allah subhanahu pasand farmata hai (ya jo uske zikr ke liye mufeed ho) aur siwaye Aalim ke , aur ilm sikhne wale ke ( in sabke siwa jo bhi hai wo maloon hai)🌹*

*🍁Sunan Ibn majah, Jild 3, 993-Hasan🍁*
------------
*🌹رسول اللہ صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا  دنیا ملعون (لعنت کی ہویی) ہے اور جو کچھ اس میں ہے وہ بھی ملعون ہے، سوائے اللہ سبحانه کی یاد کے🌹*
*🌹,اور  جس کو اللہ سبحانه پسند فرماتا ہے (یا جو اس کے ذکر کے لئے مفید ہے )،  اور  سوائے عالم کے اور  علم سیکھنے والے کے۔🌹*

*🍁سنن ابن ماجہ جلد ۳ ۹۹۳ حسن🍁*
------------
*🌹रसूल अल्लाह सलअल्लाहू अलैही वसल्लम  ने फरमाया दुनिया मलऊन (यानी लानत की हुई ) है और जो कुछ दुनिया में है वो भी मलऊन है , सिवाए अल्लाह सुबहानहु के ज़िक्र के और जिसको अल्लाह सुबहानहु  पसंद फरमाता है (या जो उसके ज़िक्र के लिए मुफ़ीद हो) और सिवाए आलिम के, और इल्म सीखने वाले के ( इन सबके सिवा जो भी है वो मलऊन है)🌹*

*🍁सुनन इब्न माजा, जिल्द 3, 993-हसन🍁*
------------
*🌹Abu Hurairah Radi Allahu Anhu said I heard the Messenger of Allah Sallallahu Alaihi wasallam  saying: This world is cursed and what is in it is cursed, except the remembrance of Allah (zikr) and the one to whom Allah loves (or what is helpful to that) and  the one who has knowledge and the one who acquires knowledge.🌹*

*🍁Sunan Ibn Majah,Book 37, 4112-Hasan🍁*

♦♦♦♦♦♦♦♦♦♦
*🕋PAIGAME TAUHEED☝🏻*

Share:

No comments:

Post a Comment

Translate

youtube

Recent Posts

Labels

Blog Archive

Please share these articles for Sadqa E Jaria
Jazak Allah Shukran

Most Readable

POPULAR POSTS