islam ki Dawat o Tableeq Karna
Allah taa'ala ka irshad hai:tum mujhe yaad rakho mai tumhe yaad rakhunga
SURAH AL-Baqrah:102 !!
Allah taa'ala ne irshad farmaya khoob samjh lo Allah taa'ala ke ziqr se dilo ko itmenan hua karta hai
SURAH AL-'RA'AD :28 !!
Allah taa'ala ka irshad hai; aur Allah ki yaad bahot badi cheez hai
SURAH AL-ANQABOOT 60 !!
Allah taa'ala ka irshad hai Tum Allah ka ziqr kiya karo jis tarha tum apne baap dada ka ziqr kiya karte ho balki Allah taa'ala ka ziqr unse bhi zeyada kiya karo
SURAH AL-BAQRAH 200!!
Allah taa'ala ne apne Rasool Sal Allahu alaihi wasallam se irshad farmaya Aur subah wa sham apne Rab ko dil hi dil me aajizi khauf aur past awaz se Quran kareem pad kar ya tasbeeh karte hue yaad karte rahe aur gaafil na rahe
SURAH AL-AA'RAF; 205 !!!!!
Allah taa'ala ne apne Rasool Sal Allahu alaihi wasallam se irshad farmaya aur tum jis haal me hote ho ya Quran mein kuch padte ho ya tum log koi aur kaam karte ho jab us mein masroof hote ho hum tumhare samne hote hai
SURAH AL-YUNUS; 61
Allah taa'ala ka irshad hai aur Allah taa'ala tumhare sath hai jaha kahi tum ho
SURAH AL-HADEED 6 !!!

No comments:
Post a Comment