*Firqa-Parsti ko khatam karna ho to kya kiya jaaye?*
BismillahirRahmanNirRaheem
◼Sirf *"Quran aur Hadees"* ko man'ne ka Dawa karne se Musalmano ke darmiyan ka ikhtilaaf khatam nahi hoga balke *"Qur'an aur Hadees ke Mafhum ko "Manhaj e Salaf" ke tariqe par samajna sabse aham hai* warna aaj har Firqa ye Dawa karta hai ke ham bhi "Qur'an aur Hadees" par hi chalte ai.
◼Yani, *"Qur'an aur Hadees"* se *Sahih Faham* hasil karne ke liye hame Nabi (SallallahuA'layhiWaSallam), Sahabah, Tabi'een, Tab-Tabi'een aur inke Raaste par chalne wale tamam Salaf ke Majmui (collective) Faham ko apnana chahiye *warna aise bhi Firqe Maujud hai jinone "Qur'an Wa Sahih Hadees" se SHIRK, KUFR, BIDAT aur apne Batil Aqaeed ko sabit kiya hai.*
◼Isiliye har firqe paas Qur'an aur Hadees hai lekin uski Tafseer aur Sharh alag alag hai.
鹿 *_Allahu Aalam Bis-Sawab._*
*•┈•••••✦▪✿▪✦•••••┈•*
*May Allah accept our small efforts and May Allah keep us away from RIYA and Guide us towards Path of Hidayah.*
*•┈•••••✦▪✿▪✦•••••┈•*
No comments:
Post a Comment