🍃Bismillahirrahmanirrahim🍃
6 : سورة الأنعام 122
اَوَ مَنۡ کَانَ مَیۡتًا فَاَحۡیَیۡنٰہُ وَ جَعَلۡنَا لَہٗ نُوۡرًا یَّمۡشِیۡ بِہٖ فِی النَّاسِ کَمَنۡ مَّثَلُہٗ فِی الظُّلُمٰتِ لَیۡسَ بِخَارِجٍ مِّنۡہَا ؕ کَذٰلِکَ زُیِّنَ لِلۡکٰفِرِیۡنَ مَا کَانُوۡا یَعۡمَلُوۡنَ ﴿۱۲۲﴾
Aisa shakhs jo pahle murda tha phir hum (allah ta"ala) ne uss ko zinda kar diya aur hum ne uss ko ek aisa noor dey diya ke woh iss ko liye huye aadmiyo mein chalta phirta hai. Kya aisa shakhs uss shaks ki tarah ho sakta hai? Jo andhero se nikal hi nahi paata. Isi tarah kafiro ko unn ke aa"maal khushnuma maloom hua karte hain.
💐 surah : al an"aam 💐
💐 aayat : 122 💐
🌹 Jazakallah khair 🌹
No comments:
Post a Comment