find all Islamic posts in English Roman urdu and Hindi related to Quran,Namz,Hadith,Ramadan,Haz,Zakat,Tauhid,Iman,Shirk,daily hadith,Islamic fatwa on various topics,Ramzan ke masail,namaz ka sahi tareeqa

Kisi ko Haqeer aur Zaleel Samajhna.

Kisi ko haqeer aur zaleel samajhna

ALLAH TAA'AL irshad farmate hai Ae eman walo na to mardon ko mardo par hasna chahiye kya azab hai ki woh unse behtar ho aur na aurton ko aurton par hasna chahiye kya azab hai ki woh unse behtar ho aur na ek dusre ko bure alqaab se pukaro emaan lane ke baad gunah ka naam lagna hi bura hai aur jo baz na ayenge to woh zulm karne wale aur (huqukulibad ko talf karne wale) hai lihaza jo saza zalimon ko milegi whi saza unko milegi.
SURAH HUJRAT-11
Hazrat abu hurairah (ra.) Se revayat hai ki NABI SWS ne irshad farmaya ki aadmi ko ye burai kafi hai ki woh apne musalman bhai ko haqeer aur zaleel samjhe,
MUSLIM-RIYAJUS-SAULEHEEN SAFHA 561 !!
Hazrat zandab abdullah (ra.) Se revayat hai ki NABI SWS ne irshad farmaya ki ek shakhs ne kaha ki Allah ki kasam falan ko Allah na bakhshega to Allah rabbul ne farmaya ki yeh kaun hai jo mere upar kasam khata hai ki mai falan ko na bakhshunga; beshak maine usko bakhs diya aur tere amal ko barbad kar diya
MUSLIM SAFHA 563
Jazakumullahi khairan kaseeran
Share:

1 comment:

  1. Аt this time I am ready to do mү breakfast, afterward having
    my breakfast ϲoming over again to reaⅾ morе news.

    ReplyDelete

Translate

youtube

Recent Posts

Labels

Blog Archive

Please share these articles for Sadqa E Jaria
Jazak Allah Shukran

Most Readable

POPULAR POSTS