find all Islamic posts in English Roman urdu and Hindi related to Quran,Namz,Hadith,Ramadan,Haz,Zakat,Tauhid,Iman,Shirk,daily hadith,Islamic fatwa on various topics,Ramzan ke masail,namaz ka sahi tareeqa

Islam Me Kaise jihad karne wale ko Mujahid kaha gaya hai?

Jihad-E-Akbar Kya Hai aur Is Jihad Ke Bare Me Islam Kya Kahta hai?
What Is Jihad-E-Akbar in the light of Quran-o-Hadees
The Mujahid is one who strives against his own soul.
ﺑِﺴْـــــــــــــﻢِﷲِالرَّحْمٰنِﺍلرَّﺣِﻴﻢ

حَدَّثَنَا أَحْمَدُ بْنُ مُحَمَّدٍ، أَخْبَرَنَا عَبْدُ اللَّهِ بْنُ الْمُبَارَكِ، أَخْبَرَنَا حَيْوَةُ بْنُ شُرَيْحٍ، قَالَ:‏‏‏‏ أَخْبَرَنِي أَبُو هَانِئٍ الْخَوْلَانِيُّ، أَنَّ عَمْرَو بْنَ مَالِكٍ الْجَنْبِيَّ أَخْبَرَهُ، ‏‏‏‏‏‏أَنَّهُ سَمِعَ فَضَالَةَ بْنَ عُبَيْدٍ يُحَدِّثُ، ‏‏‏‏‏‏عَنْ رَسُولِ اللَّهِ صَلَّى اللَّهُ عَلَيْهِ وَسَلَّمَ أَنَّهُ قَالَ:‏‏‏‏    كُلُّ مَيِّتٍ يُخْتَمُ عَلَى عَمَلِهِ إِلَّا الَّذِي مَاتَ مُرَابِطًا فِي سَبِيلِ اللَّهِ، ‏‏‏‏‏‏فَإِنَّهُ يُنْمَى لَهُ عَمَلُهُ إِلَى يَوْمِ الْقِيَامَةِ، ‏‏‏‏‏‏وَيَأْمَنُ مِنْ فِتْنَةِ الْقَبْرِ   ، ‏‏‏‏‏‏وَسَمِعْتُ رَسُولَ اللَّهِ صَلَّى اللَّهُ عَلَيْهِ وَسَلَّمَ يَقُولُ:‏‏‏‏ الْمُجَاهِدُ مَنْ جَاهَدَ نَفْسَهُ.

नबी करीम ﷺ ने फ़रमाया: हर मय्यत के अमल का सिलसिला बंद कर दिया जाता है सिवाए उस शख़्स के जो अल्लाह के रास्ते में सरहद की पासबानी करते हुए मरे, तो उसका अमल क़यामत के दिन तक बढ़ाया जाता रहेगा और वो क़ब्र के फ़ित्ने से महफ़ूज़ रहेगा, मैंने रसूल अल्लाह ﷺ को ये भी फ़रमाते हुए सुना: मुजाहिद वो है जो अपने नफ़्स से जिहाद करे।

Nabi kareem ﷺ ne farmaya: ”har mayyat ke amal ka silsila band kar diya jata hai siwaye us shakhs ke jo Allah ke raste mein sarhad ki pasbani karte hue mare, to uska amal qayamat ke din tak badhaya jata rahega aur woh qabar ke fitne se mehfuz rahega, maine rasool Allah ﷺ ko yeh bhi farmate hue suna: Mujahid woh hai jo apne nafs se jihaad kare“.

نبی کریم صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا، ”ہر میت کے عمل کا سلسلہ بند کر دیا جاتا ہے سوائے اس شخص کے جو اللہ کے راستے میں سرحد کی پاسبانی کرتے ہوئے مرے، تو اس کا عمل قیامت کے دن تک بڑھایا جاتا رہے گا اور وہ قبر کے فتنہ سے مامون رہے گا، میں نے رسول اللہ صلی اللہ علیہ وسلم کو یہ بھی فرماتے ہوئے سنا: مجاہد وہ ہے جو اپنے نفس سے جہاد کرے“۔

The Prophet ﷺ said, The deeds of everyone who dies are sealed. Except for the one who dies guarding the frontier from the enemy, in the cause of Allah. For indeed his actions are increased for him until the Day of Judgement, and he is secure from the tribulation of the grave. And I heard the Messenger of Allah (ﷺ) saying: The Mujahid is one who strives against his own soul.

📜 *wazahat:* yaani nafs ammara  jo aadmi ko burayi karne par ubharta hai, woh use kuchal kar rakh deta hai, khwahishat nafs ka tabe nahi hota aur ita'at ilahi mein jo mushkilaat aur rukawatein aati hain, un par sabar karta hai, yahi jihad akbar hai.
Dusre alfaazo mein, nafs ke sath jihad yeh hai ke iske sath hedayat ka ilm (Education) hasil karne mein jihad kiya jaye, aur ilm hasil karne ke baad amal kiya jaye, aur is ilm ko dusre logon ko dawat (Invite) bhi di jaye, aur dawat wa tableegh ki mushaqqat par sabar wa tahammul ka Muzahira kiya jaye.

📚 _*Jamiat Tirmidhi: jild 3, kitab fazail jihaad 22, hadith no. 1621*_
*Grade sahih*

●•~•~•~•~•~•~•~•~•~•~•~•~•~●

Share:

No comments:

Post a Comment

Translate

youtube

Recent Posts

Labels

Blog Archive

Please share these articles for Sadqa E Jaria
Jazak Allah Shukran

Most Readable

POPULAR POSTS