Dusro ke Ghar me Jane se Pahle Unse Ijazat jarur lijiye.
کسی دوسرے شخص کے گھر میں داخل ہونے سے قبل ان سے اجازت لینا۔
بغیر اجازت کے دوسروں کے گھر کے اندر داخل نہ ہو۔
दूसरो के घरों में दाखिल होने से कबल उनसे इजाज़त (अनुमति) जरूर ले।
Bismillahirrahmanirrahim
--------------------------------------------
Dusron ke Gharon me Dakhil hone se Pahle Ejazt Lelo aur Salam kar lo.
--------------------------------------------
Al-Quran :- Aye Imaan waalo! Apne gharon ke alaawa doosre gharon mein us waqt tak daakhil na ho jab tak ijaazat na le lo aur us mein basne waalon ko salaam na kar lo, yahi tareeqa tumhaare liye behtar hai, ummeed hai ke tum khayaal rakhoge.
(Sura-e-Noor: 27)
----------------------------------
No comments:
Post a Comment